10/07/2024
Ye account jis ka b hai mai nhi janta esy pata nhi larka hai ya larki I don't know, kal sy kabhi mujai msgs kr k kabhi mairy doston ko kabhi mairy family members ko msgs kr k bol rahi mai Zain ki friend hu aur os ki ex hu na mai es larki ko janta hu na maira es sy koi taluq hai agar mairy friend list mai kisi ko msg kry to please khud deal kr dena mujai batany ki zrort nhi hai mainay already block kia hai. Shukriya
15/05/2023