Ummat e muhammad K liye Jannat Asaan _ Namaz Padhne ke 5 Inam _ Sirat e Mustaqeem
Unity of muslims
Muslim are not united, that's why we are suffering, join us and prove to the world that Muslims are Air Tickets
AMMA YUJEEB MUZTARRA IZA | POWERFUL WAZIFA | SIRAT E MUSTAQEEM
Like and share and also visit my website
https://www.facebook.com/GuideVela/
http://www.guidevela.com
Siraat E Mustaqeem Islamic Education
Thanks all of my friends for liking my page
Unity of muslims Muslim are not united, that's why we are suffering, join us and prove to the world that Muslims are
Hadees ka mafhoom hy
Aap saww Ne farmaya
1 rupay sood 36 bar zina krne k barabar hy, aur sab se bara sood musalman ki bezati karna hy.
Allah humain musalman ki bezati, beadabi se Bachaye aur achay akhlaaq wala insan bans dy
Aameen .
Alhumdu lillah e rabbil ghalameen.
Subhana rabbiul azeem
Subhana rabbi al aghla
Allahumma rabbana
Rabbisamawaat e wal ard
Aur taqreebun har safhay mein Quran k Rab ka lafz aata hy. Aur qabar ka pehla sawal MARRABOKA.
Ab rab ka meaning jaan Liya jaye tu iska Matlab hy PALNAY WALA.
Tu jab Allah PALNAY wala hy. Phir hum kyun maal bananay k peechay paray Howe Hain.
Asal maqsad Allah ka yaqeen dil mein utarna hy. Aur ye maqsad agr hasil na howa tu yaqeen kamzor hy. Phir hum qabar k pehlay sawal ka jawab nahi Dy sakaingay. Isi liye yaqeen ki mehnat Lazmi hy. Aur ye yaqeen tableegh ki mehnat k siwa hasil Krna dushwar hy. Tu kya ye asaan nahi hy k Allah ki raah main apnay Jan, maal, aur waqt laga kr is azeem up shaan mehnat k zariye yaqeen ki mushq krien.
4 maah Allah ki raah main laganay ka pakka irada aur koshish krien.dunya zaleel aur khwaar ho k hamaray qadmon mein aye gi.
Allah Amal krne ki toufeeq naseeb farmaye.
Shab bakhair
La ilaha illalaho wahdaho lashareekalaho ahadan swamadan lam yalid wa lam yulad wa lam yakullahao kufuwaan ahad.
Aik baar parhney se 20,00000 NAIKIYAN Milti Hain.
Fazail e zikar 2nd baab hadees no 35.
Naikyon ki barish kamanay k like parho
Aur Share plz
Safar anjan rahoon ka, Mera dil dobay Jata Hy
Mein utroonga qabar apni, Mera dil dobay Jata Hy
Phir aana Hy farishton ne sawaloon ka bayan ly kr
Main Kya doonga jawab unko, Mera dil dobay jata Hy
Wo guzray gi Meri kaisay Hayat os tung se Ghar main
Ye wehshat mujh PE taari Hy, Mera dil dobay jata Hy
Main insan Hoon, banaya hon gaya mitna nahi mujhko
Musafir hon Safar mein hon, Mera dil dobay jata Hy
Mera emaan tolay ga Mera Allah jo mehshar mein
Qadam tu larkharaengay, Mera dil dobay jata Hy
Mein apnay RAB k agay paish ho k kya kahoon Jahangir
Ye ghum ye ROG Hy mujhko, Mera dil dobay jata hy
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Contact the school
Telephone
Address
Swabi
24850