Al-Muntazir Youth

Al-Muntazir Youth Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Al-Muntazir Youth, Education, Karachi.

Plz subscribe and share my channel.. :)Thanx in advance
14/08/2023

Plz subscribe and share my channel.. :)

Thanx in advance

Share your videos with friends, family, and the world

19/06/2018
Teesra salana jashn-e-wiladat imam hassan(as) and taqseem-e-inamat program....11-jun-2018 (15 ramzan)FridayAt imam barga...
19/06/2018

Teesra salana jashn-e-wiladat imam hassan(as) and taqseem-e-inamat program....
11-jun-2018 (15 ramzan)
Friday
At imam bargah Ummul Baneen(as
Ahsanabad gulshan-e-mymar karachi..0

30/05/2018

Mashallah
Al-muntazir youth ki janib se
Teesra(3rd) salana
Jashn-e-wiladat imam HASSAN(as)
O taqseem-e-inamaat program
Inshallah
15 ramzan(31-5-2018)shaam 5 bajy
Imam bargah ummul baneen(as) ahsanabad gulshan-e-mymar main munaqid kya ja raha hai
Jis main madarsy k bacho aur jashn main shareek shurka main inamaat taqseem kiye jaen gy
Karachi shahr ki mashoor-o-maroof shakhsiyat shirkat karen gi
Bradar zafar abbas(gen sec JDC)
bradar murtuza( noha-o-manqabat khuwaan)
Family k sath shirkat ki guzarish hai
Aftar ka intezaam hai

30/05/2018

Mashallah
Al-muntazir youth apna
Teesra(3rd) salana
Jashan-e-wiladat imam HASSAN(as) aur taqeem-e-inaamat program inshallah 15 ramzan(31-5-2018) shaam 5 bajy
imam bargah ummul baneen(as) ahsanabad gulshan-e-mymar main krny ja rahi hai..
Jis main madarsy k bacho main naqd inamaat k sath sath jashan main shareek momineen-o-mominaat main bhi inamaat taqseem kijye jaen gy...
Jashan main inshallah
Karachi shahr ki mashor-o-maroof shakhsiyat ki ammad mutawaqa hai jis main
Bradar zafar(gen. Sec. JDC)
Bradar murtuza( maroof noha-o-manqabat khuwaan)
Momineen o mominaat k liye aftar ka inztezam imambargah main he kya gaya hai...
Family k sath shirkat ki guzarish hai...

Address

Karachi
75400

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Al-Muntazir Youth posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The School

Send a message to Al-Muntazir Youth:

Shortcuts

Share

Category