AwSoMe StUd3nT
Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from AwSoMe StUd3nT, Education, Karachi.
Saari Umer Tumko Pyaar Mile...ღ
Jo Dil Main Hai Woh Hazaar Baar Mile...ღ
Bicharr Jaate Hain Milne Ke Baad Bhi Kuch Log...ღ
Jo Kabhi Na Bichrre Aisa Tum ko Pyaar Mile...ღ
Alwida Alwida Alvida Hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.
Dil teray aanay say motbar thay,
Noor mein dubay shaam o sehar they.
Teray janay say dil ro raha hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.
Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramazan
bass alwida hai.
Sehri iftar qir’at tarawi,
Aur azaan e namazein o tasbeeh.
Yeh saman noori tujh say mila hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.
Alwada Alwida Alvada Hai, Mahe Ramadan
bass alwida hai.
Rehmatoon ka tu pegham laya,
barkatoon ka tu inaam laya.
Rutba aala o afzal tera hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.
Alwada Alwida Alvida Hai, Mah e Ramadhan
bas alwida hai.
Jaam rehmat kay tunay pilaye,
Gul muradoon kay tuney khilaye.
Tu juda hum say ab ho raha hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.
Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramdhan
bas alwida hai.
Humko baykal tu paye ga kab tak,
Gar rahe zinda aglay baras tak.
Phir milein gay jo huqmay khuda hai
Mah e Ramzan bas alwada hai.
Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramadhaan
bass alwida hai.
Chal diya hai tu jo Rab ki janib,
Ahl-e-Imaan kay purnam hain Qalib.
Qalb-e-Ishrat bhi gham say bhara hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.
Alwada Alwida Alvida Hai, Mah e Ramazaan
bass alwida hai.
Humko bekal tu payega tab tak
Gar rahay zinda agle baras tak.
Phir milengay jo huqm e Khuda hai
Mah e Ramzan bas alwada hai.
Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramzan bas
alwida hai.
Mah e Ramzan bas alwida hai.
Mah e Ramzan bas alwida hai.
Mah e Ramzan bas alwida hai.
Kasam ki kasam hain kasam se
Hum Ko pyAR hain sirf tum se
Abb ye Pyar na hoga Phr hum See
Kasam ki kasam hain kasam se
Hum Ko pyAR hain sirf tum se
Log Kehte Hain Pagl Hon main yee b Na janoo
Dil lotya hain mene aaaabbb kisi ki na mano
Chean Dekar mene ye bechne mene lee hain
nende ura k mene tum se wafye ki hain
Kasam ki kasam hain kasam se
jee rahe hain hum abb tere dum see
Kasam ki kasam hain kasam se
Hum Ko pyAR hain sirf tum se
24/07/2013
hello aoa
hows you gyzz
ramdan mubark to all ov you
14/07/2013
is it true :(
16/06/2013
why people always jst think for ur ownself
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Contact the school
Website
Address
Karachi
75950