03/03/2021
Moti pulao
Pulao k liye oil main khra garam masala 1,1 daal k garam kr lyna phr us main chawlon k hisab se pani aur nmak dal dyna
Kofton k lye qeema
Adrak ,lehsan ,namak,garam masala,peesi hui laal mirch, hara dhanya ,hari mirch , besan ko bhoon k 4 table spoon ,1 anda.sab ko mix kr k balls bna lo
Kofton k lye qeema
Adrak ,lehsan ,namak,garam masala,peesi hui laal mirch, hara dhanya ,hari mirch , besan ko bhoon k 4 table spoon ,1 anda.sab ko mix kr k balls bna lo
Jb pulao dam pe hon to choty kofty fry kr k pulao main dal dyn aur 5 mint k liye dam pe rkh dyn... mazedar moti pulao ready hyn