Al Rehman Online Quran teaching

Al Rehman Online Quran teaching

Share

Our most of the Quran teaches

06/02/2026

Allah ke Rasool (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ne farmaaya: Jis shakhs ke dil mein Qur'aan-e-Kareem ka koi hissa bhi mahfooz nahin, woh weeraan ghar ki tarah hai.
(Tirmizi: 2913)

Qur'aan-e-Kareem ko yaad karne ka bahot bada inaam hai, Qur'aan yaad karne waale ko Allah Ta'ala Jaanat mein daakhil farmaayeinge aur us ke maan baap ko bhi qeemti taaj pehnaayeinge. Qur'aan yaad karne se insaan ka dil zinda rehta hai.

30/01/2026

Hazrat Huzaifa Raziyallahu 'anhu se riwaayat hai ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Aadmi jab Namaaz padhne khada hota hai to Allah Ta'ala uski taraf poori tawajjoh farmaate hain yahan tak ke wo namaaz se faarigh hojaaye ya (Namaaz me) koi aisa amal karle jo Namaaz ke khushu ke khilaaf ho.
(Ibn-e-Maaja: 1023)

29/01/2026

Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu 'anhu se riwaayat hai ke Rasullullah ﷺ ne farmaaya: Haya Imaan se hai aur Imaan Jannat se hai, buri baat bolne se dil me sakhti paida hoti hai aur dil ka sakht hona Jahannam mein jaane ka sabab hai.
(Tirmizi: 2009)

28/01/2026

Al Rehman Online Quran Teaching
Professional online Quran classes for kids & adults.
Learn Quran with qualified and experienced teachers.
📲 Contact / WhatsApp:
+92 346 2613217 | +92 314 5061455

19/01/2026

Al Rehman online Quran teaching

19/01/2026

Al Rehman online Quran teaching

19/01/2026

Al Rehman Online Quran Teaching
Professional online Quran classes for kids & adults.
Learn Quran with qualified and experienced teachers.
📲 Contact / WhatsApp:
+92 346 2613217 | +92 314 5061455

🇪🇬

Want your school to be the top-listed School/college in Islamabad?

Click here to claim your Sponsored Listing.

Location

Category

Address


Islamabad