30/10/2019
Respected Friends Asalam-o-Alekum!
Ap ko ittla ki jati hy k Govt. Model Primary School FATEH GARH main Jashn-e-Eid-e-Milaad-un-Nabi (S.A.W.W) k silsla main 8th Annual Mefl-e-Naat 16 Oct 2019 Barooz hafta ko ho gi. Jis mai sabka rawayat k mutabik Nahtia Muqabla bhi karwaya jaye ga aor 1st, 2nd aor 3rd aany Waly bachon ko inaamat bhi diye jain Gy.
Regards;
Muhammad Akhtar Raza