Mashallah bahot hi pyara kalaam aur bahot hi meethi aawaz
Sarfaraz Alam Razvi
Arhaan Khan
Sunni Islamic Knowledge
Sunni Islamic Knowledge
Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Sunni Islamic Knowledge, Education, khaitan block 9, Khaitan.
Assalaamoalaiykum ye group maslak e ala hazrat ke farmaan par amal karne walo ka hai jisko deen e islam ki knowledge ka shauq ho aur jo sunni hanafi Barelvi ho wo mere page ko zaroor join kare
Assalamualaikum aaj maine Facebook par ek bhai ka post dekha usme jo unhone likha tha wo baat kaafi waqt se mere bhi dimag me aati thi ki jis din se mere murshid sarkar Tajushariya رحمة الله عليه ne is duniya e faani se parda farmaya hai us din se mulq e Hindustan ke musalmano par hadd se jiyada zulm badh gaya hai aur to aur koi bhi aisa rahenuma nazar nahi aata jo aaj uth kar zulm ke khilaf aawaz buland kare sirf kuch olma hain jo befiqr bolte hain unme se ek m***i salman azhari sahab hain unko dekh kar Pakistan ke allama khadim Hussain razvi sahab ki jhalak nazar aati hai mujhe unse badi mohabbat hai unki himmat ko dil se salaam karta hun aur ye himmat bhi mere murshid ka sadqa haiAllah musalmano ki jaan o maal izzat ki hifazat farma apne maheboob ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ke sadqe kufr par islaam ko galib farma Allah mere murshid sarkar Tajushariya رحمة الله عليه ke sadqe hamko un jaisa rahenuma ata kar Allah hamare gunaho ko maaf farma Allah ham sabko hazrat umar hazrat ali radi allahu tala anha jaisi taqat himmat ata kar Allah hamare dil se khauf ko khatam kar de Allah hamko waisa bana de jaisa tu aur tera maheboob ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ chahete hainमोड़ दे हर जुल्म की बढकर कलाई मोड़ दे
तू गुलाम ऐ मुस्तफा है बुजदिली अच्छी नहींं !
💥💜🌹💜💥
सरकार ताजुश्शरीअह ✍
27/12/2021
25/12/2021
25/12/2021
जो मुसलमान, क्रिसमस की मुबारकबादी/शुभकामनाएं दे रहें हैं, वो सबसे पहले जाकर अपने सुन्नी उलमा से मसले दरयाफ़्त करें इस पर ! बहारे शरीअत पढें !
और आला हज़रत इमाम अहमद रज़ा खान अलैहिर्रहमाह का लिखा कंजुल ईमान[कुरान शरीफ़ का तर्ज़मा] सूरह इख़लास पढें !
⚠️ फ़क़त अपने कारोबारी मसाईल, अपने शॉप के वर्कर्स और दोस्तों को ख़ुश करने के लिए ईमान व अक़ीदे जैसे अहम मसले पर छुरी न चलाएं ! दीन सीखें ताकि दुनिया व आख़िरत सँवरे !
21/12/2021
https://fb.watch/9n6WwjqA-G/
Assalamualaikum aap sab bhai bahen se guzarish hai is page ko zaroor like karen ye page huzur hassan e millat sarkar e masuli shareef ki nigrani me chalaya ja raha hai aur is page ke zariye aapko bahut si deeni knowledge milti rahegi aur sarkar kab kis jagha tashreef la rahe hain wo bhi aapko maloom hota rahega isliye is page ko like karen aur dusro ko bhi is page par bulaye link maine sabse uppar de diya hai
उनको जाएज़ है दीवाली की कचौरी पूड़ी
हमने मुर्गा जो खिलाया तो बुरा मान गए
या गौस अल मदद
Sawal= Gair muslim ko unke festival ki mubarakbaad dena kaisa ???
Jabab= ke liye video sune awaz mubarak sarkar tajushariya رحمة الله عليه
18/10/2021
Jashn-e Wilaadat manane ke mukhtalif mustahab-o mustahsan tareeqe apnane ke sath ho sake to 12 Rabi-ul Awwal aur bilkhusoos har Peer shareef ko Sunnat-e Rasool ﷺ ke Mutaabiq Roza rakhne ki koshish karein ke Pyaare Aaqa ﷺ ne har Peer shareef ko Roza rakh kar apna Youm-e Wilaadat manaya hai.
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Website
Address
Khaitan Block 9
Khaitan
83004