Ilm e nafiyaa

Ilm e nafiyaa “Do not lose hope, nor be sad.” ...

Hadith : Jo Allah ke liye Masjid banwayega Allah uske liye jannat mein ek ghar banayega *Bismillahirrahmanirraheem**قَال...
29/11/2025

Hadith : Jo Allah ke liye Masjid banwayega Allah uske liye jannat mein ek ghar banayega
*Bismillahirrahmanirraheem*

*قَالَ رسول اللّه ﷺ مَنْ بَنَى مَسْجِدًا لِلَّهِ كَمَفْحَصِ قَطَاةٍ أَوْ أَصْغَرَ بَنَى اللَّهُ لَهُ بَيْتًا فِي الْجَنَّةِ ‏*

*✦ : Hadith : Jo Allah ke liye Masjid banwayega Allah uske liye jannat mein ek ghar banayega*

------------

*✦ :Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi Wasallam ne farmaya Jis Shakhs ne Parinde ke Ghonsle ke baraabar ya us se bhi choti Masjid Allah ke liye banwayee to Allah uske liye Jannat mein ek ghar banayega

Sunan Ibn Majah-738- Sahih

--------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : ” جس شخص نے پرندے کے گھونسلے کے برابر یا اس سے بھی چھوٹی مسجد اللہ کے لیے بنوائی ، تو اللہ اس کے لیے جنت میں ایک گھر بنائے گا

سنن ابن ماجہ-۷۳۸- صحیح

--------

Hadith : Masjid mein khair ki baat sikhne ke liye jaane ka sawab hajj karne wale ki tarah hai*Bismillahirahmanirrahim*✦ ...
15/11/2025

Hadith : Masjid mein khair ki baat sikhne ke liye jaane ka sawab hajj karne wale ki tarah hai

*Bismillahirahmanirrahim*

✦ Hadith : Masjid mein khair ki baat sikhne ke liye jaane ka sawab hajj karne wale ki tarah hai
-------
✦ RasoolAllah SalAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh sirf khair ki baat sikhne ya sikhane ke liye masjid mein jaye to uska sawab us haji ke sawab ki tarah hai jiska hajj mukammal ho gaya ho
Al Mu'jam Al Kabir, Tabarani, 7346-Sahih
-------
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا جو شخص صرف خیر کی بات سیکھنے کے لئے مسجد میں جاۓ تو اس کا ثواب اس حاجی کے ثواب کی طرح ہے جس کا حج مکمّل ہو گیا ہو
معجم الكبير الطبراني ٧٣٤٦-صحیح
-------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जो शख्स सिर्फ खैर की बात सिखने के लिए मस्जिद में जाए तो उसका सवाब उस हाजी के सवाब की तरह है जिसका हज मुकम्मल हो गया हो
अल मुअजम अल कबीर , तबरानी , 7346-सही
-------
✦ RasoolAllah salalahu alaihi wasallam said Whoever goes to the Masjid just to learn goodness or teach others, then he will have a reward as if he has completed the Hajj pilgrimage.
Al Mu'jam Al Kabir, Tabarani, 7346-Sahih

Hadith: Qailulla (Dupher ko khane ke baad aaram) kiya Karo kyuke Shaitan Qailulla Nahi karte *Bismillahirrahmanirraheem*...
14/11/2025

Hadith: Qailulla (Dupher ko khane ke baad aaram) kiya Karo kyuke Shaitan Qailulla Nahi karte


*Bismillahirrahmanirraheem*

*✦ : Hadith: Qailulla (Dupher ko khane ke baad aaram) kiya Karo kyuke Shaitan Qailulla Nahi karte

------

قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قيلوا فإن الشياطين لا تقيل قيلوا فإن الشياطين لا تقيل

------

*✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye Qailulah (Dupher ko khane ke baad aaram) kiya Karo kyunki Shiyaateen (Shaitan) Qailulah Nahi karte

Al-Silsila-As-Sahiha 2521

------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: قیلولہ (دوپہر کے کھانے کے بعد آرام) کیا کرو کیونکہ شیاطین قیلولہ نہیں کرتے۔

سلسلہ صحیحہ ٢٥٢١

------

✦ : रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया क़ैलुला (दोपहर के खाने के बाद आराम) किया करो क्योंकि शयातीन (शैतान) क़ैलुला नहीं करते

------

✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Do Qailulah (A short mid-day nap) , because Devils do not do Qailulah.

Al-Silsila-tus-Sahiha, 2521

Hadith: Hamara Rab har raat farmata hai kaun hai jo mujhse Dua karta hai ki main uski Dua Qubul karu *Bismillahirahmanir...
13/11/2025

Hadith: Hamara Rab har raat farmata hai kaun hai jo mujhse Dua karta hai ki main uski Dua Qubul karu

*Bismillahirahmanirraheem*

*✦ Hadith: Hamara Rab har raat farmata hai kaun hai jo mujhse Dua karta hai ki main uski Dua Qubul karu*
-----
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab raat ka aakhri tihayee hissa baqi rah jata hai to hamara Rabb jo barkat wala aur paak hai har raat Aasman-e-duniya ki taraf nuzul farmata hai aur farmata hai, kaun hai jo mujhse Dua karey ki main uski Dua Qubul karu , Kaun hai jo mujhse maange ki main use du , kaun hai jo mujhse bakhshish talab karey ki main uski bakshish karu
Sahih Bukhari 6321
-----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब रात का आखरी तिहाई हिस्सा बाक़ी रह जाता है तो हमारा रब्ब जो बरकत वाला और पाक है हर रात आसमान-ए-दुनिया की तरफ नुज़ूल फरमाता है और फरमाता है, कौन है जो मुझसे दुआ करे है की मैं उसकी दुआ क़ुबूल करूँ , कौन है जो मुझसे मांगे है की मैं उसे दूँ , कौन है जो मुझसे बखशीश तलब करे की मैं उसकी बखशीश करूँ
सही बुखारी 6321
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ ہمارا رب جو برکت والا اور پاک ہے ہر رات آسمان دنیا کی طرف نزول فرماتا ہے ، اس وقت جب رات کا آخری تہائی حصہ باقی رہ جاتا ہے اور فرماتا ہے کون ہے جو مجھ سے دعا کرتا ہے کہ میں اس کی دعا قبول کروں ، کون ہے جو مجھ سے مانگتا ہے کہ میں اسے دوں ، کون ہے جو مجھ سے بخشش طلب کرتا ہے کہ میں اس کی بخشش کروں
صحیح بخاری، ٦٣٢١
-----
✦ RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said When it is the last third of the night, our Lord, the Blessed, the Superior, descends every night to the heaven of the world and says, 'Is there anyone who invokes Me (demand anything from Me), that I may respond to his invocation; Is there anyone who asks Me for something that I may give (it to) him; Is there anyone who asks My forgiveness that I may forgive him?
Sahih Bukhari Book 75, 333

Hadith: Teen tarah ke log jinki Farz aur Nawafil iabadatien Qubul Nahi ki jati hain*Bismillahirahmanirrahim*Hadith: Teen...
13/11/2025

Hadith: Teen tarah ke log jinki Farz aur Nawafil iabadatien Qubul Nahi ki jati hain

*Bismillahirahmanirrahim*

Hadith: Teen tarah ke log jinki Farz aur Nawafil iabadatien Qubul Nahi ki jati hain
--------------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya teen Admee aise hai jinke Farz aur Nawafil Allah Subhanahu Qubul Nahi karega (Maa baap Ka) Nafarman , Ehsan Kar ke jatlane wala Taqdeer ko jhutlane wala
Al-Silsila-As-Sahiha 1032
------
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا تین آدمی ایسے ہیں جن کے فرض و نفل اللہ تعالیٰ قبول نہیں كرے گا:(ما باپ كا) نافرمان، احسان جتلانے والا، تقدیر كو جھٹلانے والا
السلسلہ صحیحہ ۱۰۳۲
----
रसूल-अल्लाह सलअल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया तीन आदमी ऐसे हैं जिनके फ़र्ज़ और नवाफिल अल्लाह सुबहानहु कुबूल नहीं करेगा (माँ बाप का) नाफ़रमान एहसान जताने वाला और तकदीर को झुठलाने वाला
अल सिलसिला अस सहीहा 1032
----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Allah Subhanahu will not accept the Obligatory and Optional Worship of three people , They are those who disobeys (his parents) , who reminds people of what he has given them and who do not have faith in destiny
Al-Silsila-As-Sahiha 1032

Biwi bachcho ko neik banane ki duaBismillahirrahmanirrahim✦ Biwi bachcho ko neik banane ki dua-----------رَبَّنَا هَبْ ل...
12/11/2025

Biwi bachcho ko neik banane ki dua

Bismillahirrahmanirrahim

✦ Biwi bachcho ko neik banane ki dua
-----------
رَبَّنَا هَبْ لَنَا مِنْ أَزْوَاجِنَا وَذُرِّيَّاتِنَا قُرَّةَ أَعْيُنٍ وَاجْعَلْنَا لِلْمُتَّقِينَ إِمَامًا
----------
✦ Rabbana Hab Lana Min Azwajina Wa Zurriyatina Qurrata Aayunin WajAalna Lilmuttaqeena Imama
----------
اے ہمارے رب ہم کو ہماری بیویوں اور اولاد کی طرف سے آنکھوں کی ٹھنڈک عطا فرما اور ہمیں پرہیزگاروں کا امام بنا
----------
✦ Eh hamare RABB humko hamari biwiyo aur aulado ki taraf se aankho ki thandak ata farma aur humko parhezgaro ka Imam bana
----------
✦ एह हमारे रब्ब हमको हमारी बीवियों और औलादों की तरफ से आँखों की ठंडक अता फरमा और हमको परहेज़ गारों का इमाम बना
----------
✦ Our Lord Bestow on us from our wives and our offspring the comfort of our eyes, and make us leaders of the righteous.
----------
Al Quran Surah Al-Furqan (25), 74

Hadith: Jab Banda Namaz padhta hai to uske tamam gunah bakhsh diye jate hain Bismillahirrahmanirrahim★ : *Hadith: Jab Ba...
11/11/2025

Hadith: Jab Banda Namaz padhta hai to uske tamam gunah bakhsh diye jate hain
Bismillahirrahmanirrahim

★ : *Hadith: Jab Banda Namaz padhta hai to uske tamam gunah bakhsh diye jate hain*

--------

قَالَ رَسُولَ اللهِّ صلى اللّه عليه وسلم إِنَّ الْعَبْدَ إِذَا قَامَ إِلَى الصَّلاةِ، أُتِيَ بِذُنُوبِهِ كُلِّهَا، فَوُضِعَتْ عَلَى عَاتِقَيْهِ، فَكُلَّمَا رَكَعَ أَوْ سَجَدَ تَسَاقَطَتْ عَنْهُ

--------

☆ : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Banda jab Namaz ke liye khada hota hai to uske tamam gunah uske paas laye jate hain aur uske kaandho par rakh diye jate hain jab bhi wo Ruku ya Sajda karta hai to uske gunah gir jate hain
(yani maaf kar diye jate hain)

Silsila Sahiha- 575-Sahih

--------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا بنده جب نماز كے لئے كھڑا ہوتا ہے تو اس كے تمام گناہ اس كے پاس لائے جاتے ہیں، اور اس كے كاندھوں پر ركھ دیئے جاتے ہیں۔ جب بھی وہ ركوع یا سجدہ كرتا ہے تو اس كے گناہ گر جاتے ہیں۔
(یعنی معاف کر دئے جاتے ہیں )

السلسلہ الصحیحہ-۵۷۵-صحیح

--------

✦ : रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया बंदा जब नमाज़ के लिए खड़ा होता है तो उसके तमाम गुनाह उसके पास लाए जाते हैं और उसके काँधों पर रख दिए जाते हैं जब भी वो रुकू या सजदा करता है तो उसके गुनाह गिर जाते हैं ( यानि माफ कर दिए जाते हैं)

सिलसिला सहीहा-575-सहीह

--------

★ : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said When a servant stands up for prayer, All his sins are on him. They are brought to him, and placed on his shoulders. Every time he bows or prostrates, his sins fall away.(Forgiven)

Silsila-tus-Sahiha : 575-Sahih

10/11/2025
10/11/2025

😔

09/11/2025

Masjid without children's

Address

Sopore
193201

Telephone

+919149808796

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Ilm e nafiyaa posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share