Syed Furqan Ahmad

Syed Furqan Ahmad Syed Furqan Ahmad...Islamic Page

''Mission''
To promote accurate representatio

05/09/2023

Aakhri Budh(Wednesday)ki haqiqat.
====================================
➡ Safar ke mahine ka aakhri Budh(Wednesday)Hindustan me bahut manaya jaata hai kuch jagah log apne kaarobaar band kar dete hain,ghumne aur shikaar karne jaate hain, Puriyan pakti hain aur nahaate dhote khushyaan manaate hain aur kehte hain ki Huzur e paak sallallaho alaihe wasallam ne is din ghusl e sehat farmaya tha aur Madina Shareef ke bahar sair(ghumne)gae the ye sab bekaar ki baaten hain balki haqiqat ye hai ki us din Rasoolallah sallallaho alaihe wasallam ka marz shiddat ke saath tha(yani bimaari badhi huwi thi)
Aur kuch log kehte hain ki is din(yani aakhri Budh ko)musibaten aati hain aur tarah tarah ki baatein bayan ki jaati hain ye sab besaboot(yani bekaar ki baaten)hain balki Hadis e paak me aaya hai ki SAFAR koi chiz nahi(is liye Musalmano ko in baaton se door rehna chahiye)

📓 Bahaar e Shariat. Hissa 16.Safa no.659.
📓 Qaanon e Shariat. Hissa 2. Safa no. 415.

Faaeda...
Raha Niyaaz Fatehah to jaise aur din jaaez hai is din bhi jaaez.

Talib e dua...!!

السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ❤️
24/08/2023

السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ❤️

31/07/2023

कर्बला का सब से बड़ा सबक
मर्द ने हक़ और सब्र नहीं छोड़ा
और औरतों ने हया और पर्दा नहीं छोड़ा

21/07/2023
A person can live with only dates and waterانسان صرف کھجور اور پانی کے ساتھ رہ سکتا ہے ي اللّٰہ کی بہترین نعمت ہے
13/07/2023

A person can live with only dates and water
انسان صرف کھجور اور پانی کے ساتھ رہ سکتا ہے ي اللّٰہ کی بہترین نعمت ہے

13/07/2023

Aaj Ki Achhi Baat

Qurbani Karne Se Pahle Pahle Is Dua Ko Yaad Karle Aur Tariqah Bhi SikhleAllah Hum Sab Ki Qurbani Qabool Farmay آمین
26/06/2023

Qurbani Karne Se Pahle Pahle Is Dua Ko Yaad Karle Aur Tariqah Bhi Sikhle
Allah Hum Sab Ki Qurbani Qabool Farmay آمین

Qurbani Karne Se Pahle Pahle Is Dua Ko Yaad Karle Aur Tariqah Bhi Sikhle قربانی کرنے سے پہلے پہلے اس دعا کو یاد کرلے اور...
26/06/2023

Qurbani Karne Se Pahle Pahle Is Dua Ko Yaad Karle Aur Tariqah Bhi Sikhle
قربانی کرنے سے پہلے پہلے اس دعا کو یاد کرلے اور طریقہ بھی سکھلے اللّٰہ آپ لوگ کے قربانی قبول فرمائے

Aaj Ki Achhi Baat Farmane Ali
22/06/2023

Aaj Ki Achhi Baat Farmane Ali

12/05/2023

Address

Sasaram Rohtas
Sasaram
821115

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Syed Furqan Ahmad posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The School

Send a message to Syed Furqan Ahmad:

Shortcuts

Share

Category