27/01/2024
https://www.facebook.com/Masailenamaz
# Phela Qaida Nhi Kiya?
Agar phela qaida kiye bagair teesri raqat ke liye kharda ho gaya, To Agar Bilkul seedha kharda ho gaya to wapis na aaye aur akhir me sajda sahu karle namaz ho jayegi,
Aur agar puri tarha se seedha nhi hua to yaad aatey hi beth jaye aur esi surat me sajda sahu lazim nhi hoga,
Aur agar seedha kharda hone ke baad beth gaya aur akhir me sajda sahu kar to bhi namaz ko dabara pardhney ki zarurat nhi hai par yeh tariqa munasaib nhi
, ,
Apney Dosto Aur Ahbaab ke saath yeh masail zaroor share kare,
Aur Hamare Is Page Ko Zaroor Se Follow Kare
Jazaak Allah Khaira! 👍👍👍👍☪️☪️☪️☪️🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
https://www.facebook.com/Masailenamaz
अपने दोस्तों और अहबाब के साथ ये मसला जरूर शेयर करें, और हमारे इस पेज को जरूर फॉलो करें
अल्लाह पाक कहे और सुने से जियादा अमल की तौफीक अता फरमाये!
https://www.facebook.com/Masailenamaz