17/02/2018
PARAM HANS KE SADGURU, NAGA BABA KI BHOOMI.
DHANYA SABHI HO JATE HAIN, IS DHARA KO CHOOMI.
SHRADDHA PREM BISWAS SE, AATA SAAWAN JHOOMI.
MAA SARASWATI YAHIN BIRAJEN, SHRISHTI SARI GHOOMI.
ASHISH DIYE " TOTAPURI ", VIDYAPITH N AAYE KANSH.
TAPASTHALI US RISHI KI, ISHWARIYA JISAME ANSH.
UNAKI KRIPA SARASWATI KA, FAILA YAHAN PAR BANSH.
GURU - SHISHYA PARAMPARA KO, LAGA KABHI N DANSH.
PEEPAL PENR MAIDAN ME, JISAKA CHHOTA ROOP.
YAHAN GHANA EK JANGAL THA, AATI NAHI THI DHOOP.
KAHATE HAIN IS BRIKSHA KE NEECHE, SADGURU BHOOPON KE BHOOP.
ANEKON VARSH TAK TAP KIYE, DIN - RAAT ANDHERA GHOOP.
SHRI P. K. TIWARI H.M. AAYE, KAR DIYE KAYA KALP.
KAM SABHI KO KARANA HOGA, NAHI CHALEGA GALP.
ANUSHASAN SAMAY BADDH PARHAYI, N KAREN KOTAHI ALP.
GALAT KAM N HONE DENGE, RAHA MERA SANKALP.
सब का मुझे सहयोग चाहिए, जरूरी है सबका अवदान।
ध्येय कर्तब्य स्पष्ट हो, शिक्षक ज्ञानी सब बिद्वान।।
सर्वांगीण विकास चुनौती है, हर क्षात्र पर रखना ध्यान।
विद्या के इस मन्दिर को, न पहुँचे चोट कोई नुकसान।।
J.PANDEY 2
R.V.
17.02.2018