26/01/2016
गणतंत्र दिवस की शुभकामनाएँ!
-------
Ganatantra divas kii shubhkaamnaayein!
-------
Happy Republic day!
The Himalayan Language Institute provides online Hindi and English classes since 2007.
26/01/2016
गणतंत्र दिवस की शुभकामनाएँ!
-------
Ganatantra divas kii shubhkaamnaayein!
-------
Happy Republic day!
14/01/2016
आप सभी को मकर संक्रांति और पोंगल की हार्दिक शुभकामनाएँ!
Aap sabhii ko Makar Sankraanti aur Pongal kii haardik shubhkaamnaayein!
Wish you all a heartfelt Happy Makar Sankraanti and Pongal!
11/01/2016
छोटी कविता (chhotii kavitaa) - A small poem
तितली रानी इतने सुंदर,
पंख कहाँ से लाई हो।
क्या तुम कोई शहज़ादी हो,
परि लोक से आई हो।
फूल तुम्हें भी अच्छे लगते,
फूल हमें भी भाते हैं।
वो तुमको कैसे लगते,
जो फूल तोड़ ले जाते हैं।
-------
Titlii raanii itne sundar,
pankh kahaan se laaii ho.
kyaa tum koii shahzaadii ho,
pari lok se aaii ho.
phuul tumhein bhii achchhe lagte,
phuul hamein bhii bhaate hain.
vo tumko kaise lagte,
jo phuul lor le jaate hain.
-------
Oh butterfly queen,
where did you bring such beautiful wings from?
Are you some princess?
Have you come from the fairy world?
You also like flowers,
we also love flowers.
How do you feel about them,
who pluck flowers?
-------
Translated by Hema----(HLI Teacher)
तितली रानी Hindi Rhymes for children Watch this Hindi Rhymes for Children; these Hindi Rhyme videos are sure to delight your Children. These collections of popular Hindi Rhymes are presented by ...
Use of words in sentences:-
1. इरादा (iraadaa) - intention, motive (masculine)
रवि का इरादा क्या है?
Ravi kaa iraadaa kyaa hai?
What is Ravi's inention?
2. राय (raai) - opinion, view (feminine)
उसकी राय पूछिए।
Uskii raai puuchhiye.
Please ask his opinion.
by Hema----(HLI Teacher)
01/01/2016
आप सभी को नये साल की हार्दिक शुभकामनाएँ!
App sabhii ko naye saal kii haardik shubhkaamnaayein!
Wish you all a heartfelt happy new year !
28/12/2015
Translation of a quote:-
"Everyday is a second chance"
-------
हर दिन एक दूसरा मौका है।
-------
Har din ek duusraa maukaa hai.
-------
Translated by Hema --------(HLI Teacher)
25/12/2015
आप सभी को क्रिस्मस की हार्दिक शुभकामनाएँ!
Aap sabhii ko Christmas kii haardik shubhkaamnaayein!
Wish you all a heartfelt Merry Christmas!
21/12/2015
चुटकुला (chutkulaa) - A joke
लड़की - अरे आप, इतनी तेज़ बाइक मत चलाओ। मुझे डर लग रहा है!
आदमी - अरे, अगर तुझे भी डर लग रहा है तो मेरी तरह आँखें बंद कर ले!
----------
Larkii - Are aap, itnii tez bike mat chalaao. Mujhe dar lag
rahaa hai!
Aadmii- Are, agar tujhe bhii dar lag rahaa hai to merii tarah
aankhein band kar le!
----------
Girl - Oh you please don't drive the bike so fast. I am feeling
scared!
Man - Oh, if you are also feeling scared then close your eyes
like me!
-----------
Translated by Hema -------(HLI Teacher)
Use of verbs in sentences:-
1. खोलना (kholnaa) - to open something
मीना ने खिड़की खोली।
Miinaa ne khirkii kholii.
Meena opened the window.
2. बंद करना (band karnaa) - to close something
दुकानदार ने दुकान बंद की।
Dukaandar ne dukaan band kii.
The shopkeeper closed the shop.
by Hema-----(HLI Teacher)
07/12/2015
नया गाना (Nayaa gaanaa) - A new song
यह गाना बहुत अच्छा है। यह नयी हिन्दी फिल्म "तमाशा " से है। इस गाने के गायक हैं - मीका सिंह। उनकी आवाज़ अच्छी है। इस गाने के संगीतकार हैं - ए.आर.रहमान। ए.आर.रहमान जी को "Slumdog millionaire" फिल्म के संगीत के लिए 2009 में ऑस्कर पुरस्कार भी मिला है।
----------
Yah gaanaa bahut achchhaa hai. Yah nayii Hindii film "Tamaashaa" se hai. Is gaane ke gaayak hain- Mikaa Singh. Unkii aavaaz achchhii hai. Is gaane ke sangiitkaar hain- A.R. Rahmaan. A.R. Rahmaan jii ko "Slumdog millionaire" film ke sangiit ke liye 2009 mein Oscar puraskaar bhii milaa hai.
-----------
This song is very good. It is from the new Hindi film "Tamasha". The singer of this song is - Mika Singh. His voice is good. The music composer of the song is - A.R.Rehman. Mr. A.R. Rehmaan has also received an Oscar award for his music in the film "Slumdog millionaire" in 2009.
-----------
by Hema----(HLI Teacher)
'Heer Toh Badi Sad Hai' Full Song with LYRICS | Tamasha | Deepika Padukone | T-Series Presenting Heer Toh Badi Sad Hai Full Song with LYRICS from bollywood movie Tamasha starring Ranbir Kapoor & Deepika Padukone in lead roles exclusively on T-...
Use of the word प्रकृति (prakriti) - Nature (feminine gender)
प्रकृति के साथ कुछ समय बिताने पर हमारा मन शांत और ताज़ा हो जाता है। प्रकृति हमें एक नयी शक्ति भी देती है। हम चीज़ों को एक अलग दृष्टिकोण से देखने लगते हैं।
--------
Prakriti ke saath kuchh samay bitaane par hamaaraa man shaant aur taazaa ho jaataa hai. Prakriti hamein ek nayii shakti bhii detii hai. Ham chiizon ko ek alag drishtikonn se dekhne lagte hain.
---------
On spending some time with nature, our mind becomes calm and fresh. Nature also gives us a new strength. We begin to see things from a different perspective.
---------
by Hema--------(HLI Teacher)