oficial_pranodayk_

oficial_pranodayk_

Share

यह एक Educational Channel है,यहाँ आकर गणित सीख लो Pranoday Kumar के द्वारा

Photos from oficial_pranodayk_'s post 29/11/2021

A autobiography of Swamy Vivekanand💥.
ज्ञान धन से उत्तम है क्योंकि धन की तुम्हें रक्षा करनी पड़ती है मगर ज्ञान तुम्हारी रक्षा करता है।

31/08/2021

Dusron Se ladna Chod Aap apne aap se ladna sikhiye, Jab Apne Aap se ladna Sikh Jayega aur apne aap per Jeet Pa lijiyega, tab aap Puri Duniya Ko Jeet sakte ho.

30/08/2021

●Topic Hai mathematics kya hai?Numbers, shapes and patterns ke adhyayan ko hi mathematics Kahte Hain. Mathematics ko Greek words 'MATHEMA' se liya gaya hai, Jiska meaning Hota Hai science, knowledge and learning.Isko alag alag Desh Mein alag alag Naam Se Bhi Jana Jata Hai Jaise Ireland, Australia, England and New Zealand Mein isko 'MATHS' se Jana jata hai, aur United State of America aur Canada mein ise 'MATH' se Jana jata hai.

29/08/2021

Main Kuchh sikhna chahta hun Dil Se, lekin mera dimag Mujhe disturb karta hai, "lekin Kyun?" Kyunki Mera pura Sharir ka Har part mind ke control mein hai Jiske Karan Main sikhna To chahta hun dil se per Main Sikh Nahin Pata hun, Kyunki mera dimag divert Karta Hai dusre chijon aur alag alag vicharon ke dishaon mein.
Aisa 'PRASHN' HAR VYAKTI KE DIMAG MEIN HAMESHA CHALTA HAI, lekin uska HAL dhundh Nahin Pata, to uska hal ye hai..... yaa
lekin, ise Kaise Dur Karen?
Iske Dur karne ke bahut se tarike hai, ismein sabse asaan tarika hai - yoga,exercise,Pranayam, meditation etc

29/08/2021

Tum chahte ho safalta aur safalta chahti hai work,aur tum safalta Ke Chakkar main work karna Bhul Jaate ho, aur safalta Ke Piche tum lage rahte ho Jiske Chakkar Mein Tum work karna Bhul Jaate Ho Aur safalta tumhari kat leti hai. isiliye tum work kro safalta Ke Piche Mt bhago safalta to tere Piche jhak Mar ke aayegi.

Want your school to be the top-listed School/college in Patna New City?

Click here to claim your Sponsored Listing.

Location

Category

Address


Patna New City