U&me

U&me Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from U&me, Tutor/Teacher, New Delhi.

Kya mile ga dilon me nafrat rakh kbari mukhtsir si he ye zindagi muskura k mila karo..Sl
30/10/2020

Kya mile ga dilon me nafrat rakh k

bari mukhtsir si he ye zindagi muskura k mila karo..

Sl

27/10/2020

Good evening friends

Saase tham si jati hain par jaan nahi jati, Dard hota hain par aawaz nahin aati, Ajeeb se log hain es duniya mein, Koi b...
03/12/2017

Saase tham si jati hain par jaan nahi jati,
Dard hota hain par aawaz nahin aati,
Ajeeb se log hain es duniya mein,
Koi bhul nhi pata to kisi ko yaad nhi aati
sl

Na Janay Wo Neend K Nashay main Itna Kaisay Doob Jati HaiHum To Karwat B Badaltay Hain To Uski Yaad Aati Ha.......!!
17/11/2017

Na Janay Wo Neend K Nashay main Itna Kaisay Doob Jati Hai

Hum To Karwat B Badaltay Hain To Uski Yaad Aati Ha.......!!

Good morning and happy Diwali friends
19/10/2017

Good morning and happy Diwali friends

Ladkiya pasnd h to page like kro
07/09/2017

Ladkiya pasnd h to page like kro

👑बुरे हैं ह़म तभी तो ज़ी रहे हैं.. 👑अच्छे होते तो द़ुनिया ज़ीने नही देती.👑
18/08/2017

👑बुरे हैं ह़म तभी तो ज़ी रहे हैं.. 👑
अच्छे होते तो द़ुनिया
ज़ीने नही देती.👑

dil jeet le wo nazar hum bhi rakhte hai...katl kar de,wo jigar hum bhi rakhte hai...kisi se waaadaa kiya oomar bhar musk...
12/08/2017

dil jeet le wo nazar hum bhi rakhte hai...

katl kar de,wo jigar hum bhi rakhte hai...

kisi se waaadaa kiya oomar bhar muskuraayenge

warnaa aankho mein samundar hum bhi rakhte hai. . . . ! ! !

Kabhi Aankhoun Ki Ibaadat-Gaah Mein Bethay, Puraanay Taaqchoun Mein Gul Charaaghoun Ko Nai Lou Say Rafoo Kr Kay,Koi Gum-...
05/08/2017

Kabhi Aankhoun Ki Ibaadat-Gaah Mein Bethay,
Puraanay Taaqchoun Mein Gul Charaaghoun Ko Nai Lou Say Rafoo Kr Kay,

Koi Gum-Gushta Sipaara Parhoun,
Shayad Nafi Asbaat Khul Jaaye!
Qadar Ki Raat Khul Jaaye!

Kabhi Hontoun Kay Mehraaboun Pay Likhi Aayatain,
Main Rooh Ki Masjid Mein Dohra'aoun.
Hisaar-e-Ka'ainaat-e-Jism Say Baahir Nikal Jaaon!

Kabhi Hairat-Zada Ashkoun K Aab-e-Zam-Zam Sy Wuzoo Kr Kay,
Kisi At'har Jabeen Kay Sang-e-Aswad Kay Boosay Loun!

Kabhi Zaat Ke Ghaar-e-Hira Mein Beth Kr Sajday Karoun,

Shayad!

Issi Soorat Kabhi Mujh Par
Mahabbat Ki Wahi Utray..!!

Kabhi tanhayi,kabhi tadaf , kabhi bebashi to kabhi intzaaray slYe marz bhi kya khub h jise ishq kahte h
05/08/2017

Kabhi tanhayi,kabhi tadaf , kabhi bebashi to kabhi intzaar
ay sl
Ye marz bhi kya khub h jise ishq kahte h

Zamane Se Suna Tha Ke Mohabbat Haar Jati HaiJo Chahat Ik Tarf Ho Wo Chahat Haar Jati HaiKahin Per Dua Ka Ik Lafz Bhi Asa...
02/08/2017

Zamane Se Suna Tha Ke Mohabbat Haar Jati Hai
Jo Chahat Ik Tarf Ho Wo Chahat Haar Jati Hai
Kahin Per Dua Ka Ik Lafz Bhi Asar Kar Jata Hai
Kahin Barson Ki Ibadat Haar Jati Hai
Mohabbat Kab Kisi Ko Dushmani Ka Durs Deti Hai
Mohobaat Ki Bazi Mein Adawat Haar Jati Hai
Humein Kitne Bhi Shikwe Hoon Us Ki Jafaun Ke
Per Us Ke Samne Her Ik Shikayat Haar Jati Hai
Ik Arzo si Hai Ke Us Ko Bhool Jayen Hum
Per Us Ki Yaad Aate Hi Ye Hasrat Haar Jati Ha
sl

Address

New Delhi

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when U&me posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share

Category