Sada-e-Afzal

Directions

Sada-e-Afzal Islah, Sachai aur Ikhlas ki Aawaaz — Aaiye badalte hain soch ko, Sada-e-Afzal ke saath.follow me page

19/09/2026

सुकून से जीना है तो हर बात पर लड़ना छोड़ दो। हर बहस जीतना जरूरी नहीं, कभी-कभी चुपचाप निकल जाना ही सबसे बड़ी समझदारी है। ❤️

18/09/2026

Apno ka haq pehle ya kisi aur ki madad? Dekhiye aur batayein aapka nazariya kya hai.

17/09/2026

Watching important community updates and discussions. Share your perspective on these events in the comments below.

16/09/2026

Rishte sirf paison se nahi, ek dusre ki mehnat aur qadr se mazboot hote hain.


15/09/2026

Jazbaat mein liya gaya har faisla sahi nahi hota. Kisi ke behkawe mein aakar apna basa-basaya ghar chhodne se pehle sochiye—yeh mohabbat hai ya sirf kuch waqt ka akarshan?
Zindagi ke bade faisle jazbaat mein nahi, samajhdari aur sukoon ke saath lene chahiye.

14/09/2026

लकड़ी का कीड़ा कुर्सी खाता है, लेकिन कुर्सी का कीड़ा पूरा मुल्क खा जाता है। सोचिए… असली कीड़ा कौन है?

13/09/2026

Telangana ke Hindu-Muslim bhaichare aur mohabbat ko nafrat ke saudagaron se bachana zaroori hai. Mazhab ke naam par zehar ghole walon ko pehchaniye aur bhaichara mazboot kijiye. 🤝❤️

12/09/2026

Videsh jaane wala har insaan maze nahi karta. Kuch log apne ghar walon ke behtar mustaqbil ke liye apni zindagi mushkil bana lete hain. 💔

11/09/2026

Nafrat, maarpeet aur badtameezi ko kranti ka naam dena kitna sahi hai😗


10/09/2026

Shayar sahab ki ye baat suniye… siyasat jab insaniyat se badi ho jaye, to zinda log hi nahi, murdon ko bhi siyasi faide ke liye istemal kiya jata hai. 💔

Address

2-3fe, 1-C/6-108, Narukur
Nellore
524002

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Sada-e-Afzal posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share

Category