19/05/2018
Assalamu Alaikum warehmatullahi wabarkatahu
Roza Na Rakhne Ki Ijazat
"Bimari ki wajha se Roza rakhne k takat na ho ya Maraz badh jane ka andesha ho ya hamla ya dudh pilane wali aurat ko apne ya phir apne bache ko jaan ka khatra ho 48 mil ya phir usse zada ka safar ho Masla ye hai Haze ya Naffas k halat mein Aurat ka Roza ka Roza rakhna jayaz nahi hai in surato mein Azar khatm hota hai baad Ramzaan kaza roza rakhna chaye ager koi buddha ya kamzoor ho roza rakhne k takat na ho aur baad mein takat aane k umeed na to roze k badle mein 1 kg 633 grm gehu ya is k kimat miskeen ko de do".
17/05/2018
02/06/2017
28/05/2017