15/07/2025
Hadees of the Day❤️
Share This Hadees.
Rasoolullah ne Hadees sunne aur us ko yaad karne aur doosron tak pohnchaane waale ko dua di hai, chunaanche Aap ka irshaad hai: Allah paak us shakhs ko taro-taaza aur shaadaab rakhe jis ne humaari koyi Hadees suni, phir hu-bahu doosren tak pahoncha di, kyun ke bahot se log jin tak Hadees pahonchaayi jaati hai, woh sunne waale se ziyaada yaad rakhne waale hote hain.
Tirmian 2457, Abdullah bin Mas sad