Shiksha ka aangan

Shiksha ka aangan "हमारे विद्यालय की गतिविधियों और बच्चों की प्रतिभा को समर्पित एक मंच।"

"School ka wo kona, jahan har din kuch naya seekhne ko milta hai."😊🥰Bachi ki aankhon mein jo chamak hai aur jo halki si ...
16/05/2026

"School ka wo kona, jahan har din kuch naya seekhne ko milta hai."😊🥰

Bachi ki aankhon mein jo chamak hai aur jo halki si muskurahat hai, wo dil jeet lene wali hai. Aisa lag raha hai jaise wo apni kisi chhoti si kamyabi se bahut khush hai.

14/05/2026

Taaqat sirf hathon mein nahi, poori team ke bharose mein hoti hai. Jab sabne milkar jor lagaya, toh jeet ne hamare kadam choome! Well played, Champions! 🏆👏

Respect for the Runners-up: Doosri team ne bhi aakhiri dum tak takkar di aur rassa aasani se nahi chhoda. Unke is shandar effort aur sportsmanship ko bhi bada salaam! 🙌💥

13/05/2026

Good management of bad experience leads to great personal growth 🌺

Mere vidhayalay ke bachon dwara bnayi gyi chitrakari Mother’s Day special ♥️
10/05/2026

Mere vidhayalay ke bachon dwara bnayi gyi chitrakari Mother’s Day special ♥️

"Yaadein thodi purani, par sandesh wahi hai! 🌍✨Earth Day ke kuch khass pal jo hamare school ke bacchon aur staff ne milk...
07/05/2026

"Yaadein thodi purani, par sandesh wahi hai! 🌍✨

Earth Day ke kuch khass pal jo hamare school ke bacchon aur staff ne milkar bitaye. Kaam ki vyastta mein post thoda late ho gaya, par in nanhe hathon ka utsah dekh kar lagta hai ki har din 'Earth Day' hona chahiye. 🎨💚

"

Address

Goverdhan
Mathura
281502

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Shiksha ka aangan posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share