Uday Bhan Tiwrari

Uday Bhan Tiwrari

Share

Astro Hacks || Remedy Guru || Career Growth || Planetary Wisdom || Palm Reading �Gemstone Master

20/05/2026

* Surya ☀️ — Purva (East)
* Chandra 🌙 — Vayavya (North-West)
* Mangal 🔥 — Dakshin (South)
* Budh 🌿 — Uttar (North)
* Brihaspati ✨ — Ishaan (North-East)
* Shukra 💎 — Agneya (South-East)
* Shani ⚫ — Paschim (West)
* Rahu & ketu 🐉 — Nairritya (South-West)
“Janmkundali se kaise pata chalta hai ki vivah kis disha me ho sakta hai? 🔮
7th house, uske swami aur grahon ki sthiti se milte hain kai mahatvapurn sanket.
Aapki kundali me shaadi ki disha kya batati hai? ✨”

19/05/2026

“Dhan bhaav ka swami kundali me jahan baithta hai, wahi batata hai paisa kaise aayega aur kitna tik payega 💰🔱”
“Dhan bhaav ka swami kundali me jahan baithta hai, wahi batata hai ki vyakti paisa kaise kamayega, bachayega aur life me financial growth kis tarah hogi. Kuchh sthitiyan dhan aur samriddhi deti hain, to kuchh me kharch aur sangharsh bhi dekhne ko mil sakta hai. 🔱

14/05/2026

“Brihaspati aur Rahu ki yuti insaan ko ya to asadharan unchai deti hai…
ya phir bhram ki duniya me le jaati hai 👁️🔥
Sab kuchh nirbhar karta hai kundli me inke bhaav aur sthiti par.
Kya aapki kundli me bhi Guru Chandal Yog hai?”

12/05/2026

“Rahu ko sirf paap grah samajhna galat hai… 👁️
Kundali ke kuchh vishesh bhaavo me Rahu vyakti ko achanak safalta, prabhav, rajneeti, fame aur alag pehchaan bhi de sakta hai.
Lekin har placement ka apna ek rahasya hota hai… 🔥

Aapki kundali me Rahu kis bhaav me hai? Comment karke batayiye ✨

11/05/2026

✨ Surya deta hai tej, Brihaspati deta hai gyaan…
Dono ki yuti bana sakti hai vyakti ko prabhavshali aur sammanit। ☀️📿

👇
“Surya + Brihaspati = Gyaan aur Prabhav ka Yog?” 🔥

10/05/2026

“Chandrama sirf mann ka nahi, aapki zindagi ki shanti aur stability ka bhi karak hai 🌙
Janiye kaunse bhaavo me Chandrama deta hai sabse shubh fal ✨”

09/05/2026

✨ “Jiski kundali me majboot ho Shukra, uski life me attraction, luxury aur charm ki kami nahi hoti…” 💎🌸

Shukra kin bhaavo me deta hai sabse shandaar fal?
Prem ❤️
Paisa 💰
Luxury 🚘
Aur popularity ✨

Video ko end tak dekhiye aur janiye aapki kundali me Shukra kitna powerful hai 🔮

07/05/2026

✨ Jab kundli me milte hain buddhi ke devta Budh aur gyaan ke guru Brihaspati…
tab janm leta hai tez dimaag, prabhavshali vaani aur seekhne ki adbhut kshamta! 🔥📚

🪐 Budh + Brihaspati yuti ke rahasya janiye is video me…
Kya aapki kundli me bhi hai ye shubh yog? 👀

05/05/2026

“Shani Dev sirf saza nahi dete, woh jeevan ko sudhaarne ka sabse bada avsar bhi dete hain 🪐
Jaaniye kaun se bhaav me Shani dete hain sabse shaktishaali aur chamatkaari fal 🔥
Kya aapki kundali me bhi hai Shani ka ashirvaad?”

03/05/2026

Kya aap jaante hain ki Brihaspati (Guru) har bhaav me alag-alag vardaan deta hai?
Kahin deta hai dhan, kahin gyaan, to kahin bana deta hai aapko sabka margdarshak 🙏

28/04/2026

✨ Buddh Dev ka Asli Khel Samjho! ✨
Kundali me Buddh jis bhav me baithte hain, wahan buddhi, communication aur business skills ka prabhav zaroor dikhta hai 📊🧠

Kya aap jaante hain…
Buddh aapki soch, bolne ka tareeka aur decision making sab control karte hain? 🤔

👉 Har bhav me Buddh ka alag hi impact hota hai –
kahi deta hai sharp mind, kahi confusion!

🎥 Puri video dekho aur jaano aapki kundali me Buddh kya game khel rahe hain…

🔮 Comment me likho “BUDDH” agar aap apni kundali ka sach jaana chahte ho

Want your school to be the top-listed School/college in Lucknow?

Click here to claim your Sponsored Listing.

Location

Category

Website

Address


Lucknow
226028