Al shama tul falah academy

Al shama tul falah academy Online Islamic learning platform trusted and affordable

HADEES - Raat me ek ghadi ilme deen ka padhna padhana poori raat ibadat karne se behtar hai📕 Anwarul hadees,safah 114
14/06/2023

HADEES - Raat me ek ghadi ilme deen ka padhna padhana poori raat ibadat karne se behtar hai

📕 Anwarul hadees,safah 114

HADEES - Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam irshad farmate hain ki "Aalim ki fazilat aabid par aisi hai jaisi meri ...
13/06/2023

HADEES - Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam irshad farmate hain ki "Aalim ki fazilat aabid par aisi hai jaisi meri fazilat tumhare adna par"

M***I AUR AALIM KI FAZILAT (मुफ़्ती और आलिम की फज़ीलत)

📕 Tirmizi,jild 2,safah 244

HADEES - Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam irshad farmate hain ki "jab insaan mar jaata hai to uske saare aamaal m...
12/06/2023

HADEES - Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam irshad farmate hain ki "jab insaan mar jaata hai to uske saare aamaal munqata ho jaate hain magar teen amal ka sawaab jaari rahta hai jiska sawab murda qabr me bhi paata hai

1. Sadqaye jaariya-yaani koi aisi cheez sadqa kar gaya maslan madarse me quran rakhwa diya ya wuzu khaana banwa diya ya paani ka aur koi kaam karwa diya garz ki jo uske marne ke baad bhi baaki rahe to use sadqaye jaariya kahte hain,iska sawab marne ke baad bhi milega

2. Ilm-yaani aisa chhod gaya ya logon ko sikha gaya jisse ki log faayda uthaate hon to uske marne ke baad bhi jitne log uspar amal karte rahenge qabr me bhi usko sawab milta rahega

3. Neik aulaad-yaani jo bhi amle khair uski aulaad karegi ya dua karegi to qabr me uske waalidain ko bhi ajr milta rahega,aur kisi ke amal me koi bhi kami na hogi

📕 Tirmizi,hadees 1376

HADEES - ALLAH taala jiske saath bhalayi ka iraada karta hai to use deen ki samajh (FIQAH) ata farmata hai📕 Bukhari,jild...
11/06/2023

HADEES - ALLAH taala jiske saath bhalayi ka iraada karta hai to use deen ki samajh (FIQAH) ata farmata hai

📕 Bukhari,jild 1,safah 137

Huzoor sarwar e qainat ﷺ ki hadees hai ki : "ilm hasil karna har Mard aur aurat par farz hai".Lekin ek fact ye bhi hai k...
07/06/2023

Huzoor sarwar e qainat ﷺ ki hadees hai ki : "ilm hasil karna har Mard aur aurat par farz hai".

Lekin ek fact ye bhi hai ki india mein sirf 2% log hi sahi tareeke se ilm e deen se waqif hain.

Afsos ho raha hai na ?

Lekin ! Afsos karne ki zaroorat nhi hai.

Kyon ki! *ASFA* yani *Al shama tul falah academy* jo ek online Islamic learning platform hai.
Or woh aap ko deti hai ek moka Dars e nizami, nazira e Qur'an with tajweed, Arabic grammar, urdu language, deeniyat, namaz course, masail e Shari'ah jais or bhi kai courses karne ka moqa.

For more information *ASFA* abhi visit kijiye link description mein mojud hai Admission open hain jald se admission karwaiye or Deen seekhne mein lag jaiye.

Address

Lohardaga
835213

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Al shama tul falah academy posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share

Category