Safety with Lovy

Directions Website

Safety with Lovy Construction & workplace safety awareness. Daily safety tips in Hindi.

05/09/2026

🌧️ बारिश के बाद Excavation को हल्के में न लें! ⚠️
Rain के बाद soil condition और excavation stability प्रभावित हो सकती है।

25/06/2026

Ergonomic Hazard Kya Hai? | Safety With Lovy

Heavy lifting, bending, twisting aur repetitive work se Ergonomic Hazard paida hota hai. Yeh back pain, neck pain, shoulder injury aur muscle strain ka karan ban sakta hai.
Is video me Ergonomic Hazard aur usse bachne ke tarike bataye gaye hain.
❓Aapke hisab se sabse common Ergonomic Hazard kya hai?

24/06/2026

Chemical Hazard Kya Hai? | Safety With Lovy

Chemical Hazard paint, thinner, acid, solvent, diesel aur anya chemicals ke contact se hota hai. Yeh skin, eyes aur respiratory system ko nuksan pahucha sakta hai.
Is video me Chemical Hazard aur uske prevention ke baare me jankari di gayi hai.
❓Aapke site par sabse adhik kaunsa chemical use hota hai?

24/06/2026

Biological Hazard Kya Hai? | Safety With Lovy

Biological Hazard bacteria, virus, fungus aur parasite ke karan hota hai. Ganda pani, waste material aur contaminated area infection aur disease ka karan ban sakte hain.
Is video me Biological Hazard aur safety measures ke baare me jankari di gayi hai.
❓Construction site par Biological Hazard ka sabse bada source kya ho sakta hai?

23/06/2026

Physical Hazard Kya Hai? | Safety With Lovy

Physical Hazard workplace ka ek common khatra hai. Noise, vibration, heat, cold, radiation aur poor lighting jaise hazards workers ki health ko prabhavit kar sakte hain.
Is video me Physical Hazard ke baare me saral Hindi me jankari di gayi hai.
❓Aapke workplace me sabse common Physical Hazard kaunsa hai?

23/06/2026

Type of Hazard | Workplace Hazards Explained | Safety With Lovy
Is Hazard Series me hum jaanenge:
✅ Physical Hazard
✅ Chemical Hazard
✅ Biological Hazard
✅ Ergonomic Hazard
Safety ko samajhiye aur workplace ko suraksh*t banaiye.

28/05/2026

🚨 HSE Officer ka asli kaam kya hota hai? 👷‍♂️🦺
Construction site par Safety Officer ki duty, responsibility aur work role ko simple Hindi me samjho 🔥
Agar aap safety field me ho to ye video miss mat karo ⚠️

25/05/2026

⚠️ हर Safety Officer और Worker को ये IS Codes पता होने चाहिए 👷‍♂️🔥
✅ Grinding Wheel
✅ Ladder Safety
✅ Rope Safety
✅ Flash Back Arrestor
Real industrial safety awareness video 💯
Follow 👉

25/05/2026
24/05/2026

MCCB बार-बार ट्रिप हो रहा है? 😳
3 बड़े कारण जान लो वरना खतरा तय है ⚡🔥
t

Address

Vill Morwan Post Madhopur Buzurg
Kushinagar
274406

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Safety with Lovy posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share

Category