28/09/2026
Fazayel-e-ABU BAKR UMAR Razi Allahu Anhuma
Hazrat Abdullah bin Salimah Razi Allahu Anhu se riwayat hai, woh kehte hain:
Maine Hazrat Ali Razi Allahu Anhu ko kehte hue suna: "Rasulullah ke baad sabse behtareen shakhs Abu Bakr Razi Allahu Anhu hain, aur Abu Bakr Razi Allahu Anhu ke baad sabse behtareen shakhs Umar Razi Allahu Anhu hain."
Sunan Ibn Majah: 106