वो बिछड़ के हमसे ये दूरियां कर गई,
न जाने क्यों ये मोहब्बत अधूरी कर गई,
अब हमे तन्हाइयां चुभती है तो क्या हुआ,
कम से कम उसकी सारी तमन्नाएं तो पूरी हो गई।
Pyar Karke Samjh Mein Aaya Ki Dard Kya Hota Hai
Sad shayri and funny shayri romantic sayari
hye
पकड़के हाथ जब, पहली बार हम साथ चले...तो ऐसे लगा मानो, जन्नत की सैर में आ गए...!
कितने शौक से छोड़ दिया तुमने बात करना...**जैसे सदियों से तेरे ऊपर कोई बोझ थे हम.
Bina dard ke aansu bahae nahi jate
Bina pyar ke riste nibhaye nahi jate
Zindgi me ek bat yad rakhana
kisi ko rula kar apne sapne sajaye nahi jate
Mohabbat ki daastan sunane aaye hain,
Tabaah krne k bad wo pyar jatane aye hai
Aansu pochh liye the hamnein kab ke
Magar wo fir se aaj hume rulane aaye hai.
Sabhi ko sab kuchh nahi milta,
Nadi ki har lehar ko sahil nahi milta,
Yeh dil walon ki dunia hai dost,
Kisi se dil nahi milta to koi dil se nahin milta...
Mera wajood sirf meri mohabbat
se hai
mujhe ghuroor bahut apni
mohabbat pe hai
ki hai tujh se mohabbat mene
bepanah
or
meri zindagi ka sukoon sirf
meri mohabbat se hai
mujhe chahate honge or bhi log
bohut
Magar
mujh ko
mohabbat sirf
Apni
Mohabbat se haî
मेरी यादो मे तुम हो, या मुझ मे ही तुम हो...
मेरे खयालो मे तुम हो, या मेरा खयाल ही तुम
हो...
दिल मेरा धडक के पूछे, बार बार एक ही बात...
मेरी जान मे तुम हो, या मेरी जान ही तुम हो...
Aksar sukhe huye honthon se hi hoti h meethi
baatein,
Pyas bujh jaye to alfaz or insan dono badal
jaya karte hain
~~~ ♡♡♡ Kitna ikhtiyar tha use apni chahat
par,
Jab chaha yaad kiya,
jab chaha bhula diya,
Bahut achche se jante hai wo mujhe behlane ke
tareeke,
Jab chaha hasa diya,
jab chaha rula diya….! ~~~ ♡♡♡
Qadar karlo unki jo tumse
bina
matlab ki chaahat karte hain
••
••
Duniya mein khayal rakhne
wale kam aur takleef
dene wale zyada hote hain....!
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Contact the school
Website
Address
5 Shree Ram Market Brahampuri
Jaipur
302002