“Haq pehle apno ka hai… aur apno me bhi gareeb ka. 🤲❤️”
“Dusron ki madad achi baat hai, lekin sabse pehle haq apne gareeb rishtedaaron aur apno ka hota hai.” ✨
fabi ayyi ala i rabbikuma tukazziban
🌙 Daily Quran & Hadith Reminder
📖 1 Ayat • Tafseer • Fazilat
🤍 Helping hearts reconnect with Allah
⬇️ Daily Imaan Boost
13/06/2026
Quran me Allah Ta’ala farmate hain:
“Aur fizool kharchi mat karo. Beshak fizool kharch karne wale shaitaan ke bhai hain.”
— The Quran
12/06/2026
Day :32
12/06/2026
Duniya ke “VIP Success Rules” ko dekh kar hairan mat ho…
💭 Socho,
Jo aaj motivational speakers sikha rahe hain,
🕌 Deen ne wo 1400 saal pehle sikha diya tha.
Namaz = Discipline + Peace + Success
12/06/2026
11/06/2026
Day:31
“Allahumma inni as’aluka ‘ilman naafi’an”
(Ae Allah! Mujhe faydemand ilm ata farma.)
"Itni shadid garmi mein sirf 2 minute ke liye fan band ho jaye to bechaini hone lagti hai. Kabhi socha hai kitne mahino se hamara Qur'an band pada hai? Phir hamare iman ka kya haal hoga?"
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Website
Address
Hyderabad
Hyderabad
500052