Taleem E Islam

Taleem E Islam Taleem E Islam's mission is to share with the world an understanding of Islam & Muslims and promote peace, justice and harmony for all people.

04/11/2024

‘दुनिया में अलग थलग पड़ जाना’ ‘हक़ और बातिल के घाल मेल करने’ से कही बेहतर है.

07/03/2024

अस्सलामुअलैकुम व रहमतुल्लाह

15/10/2021

अस्सलाम ओ अले कुम

02/05/2019
25/11/2018

IF YOU KNOW YOURSELF,THEN YOU WILL NOT BE HARMED BY WHATEVER IS SAID ABOUT YOU.
__Sufyan al-Suri رحمه الله

And if any one of the polytheists seeks your protection, then grant him protection so that he may hear the words of Alla...
22/10/2017

And if any one of the polytheists seeks your protection, then grant him protection so that he may hear the words of Allah . Then deliver him to his place of safety. That is because they are a people who do not know.

Agar Mushrikon Me Se Koi Tujhse Panah Talab Kare To Tu Use Panah De De Yahan Tak Ke Woh Kalaam ALLAH Sun Le Phir Use Apni Jaye Aman Tak Pahuncha De.
Yah Isliye Ke Ye Log Be-Ilm Hain.

Al-Quran: Surat At-Tawbah (9:6)

*BISMILLAH HIR RAHMAN NIR RAHEEM* Kya Aap Nahi Dekhte Ki Allah Taa’la Raat Ko Din Me Aur Din Ko Raat Me Khapa Deta Hai, ...
22/10/2017

*BISMILLAH HIR RAHMAN NIR RAHEEM*

Kya Aap Nahi Dekhte Ki Allah Taa’la Raat Ko Din Me Aur Din Ko Raat Me Khapa Deta Hai,
Suraj Chand Ko Iss Ne Farma Bardar Kar Rakha Hai Ki Har Aik Muqarar Waqt Tak Chalta Rahe,
Allah Taa’la Har Us Chiz Se Jo Tum Karte Ho Khabadar Hai.

Yeh Sab (Intazamaat) Is Wajah Se Hain Ki Allah Taa’la Haq Hai.
Aur Us Ke Siwa Jin Jin Ko Log Pukarte Hain Sab Batil Hai Aur Yaqinan Allah Taa’la Bohot Bulandeeyon Wala Aur Bare Shaan Wala Hai.
===================================
Do you not see that Allah causes the night to enter the day and causes the day to enter the night and has subjected the sun and the moon, each running [its course] for a specified term, and that Allah, with whatever you do, is Acquainted?

That is because Allah is the Truth, and that what they call upon other than Him is falsehood, and because Allah is the Most High, the Grand.
===================================
[Al Quran, Surah Lukman 31, Ayaat 29-30]

Aurat se Ilm Chheen liya jaye,To Jahalat Naslon mein safar karegi...Aur Ilm ke naam par Aurat se Pardah Chheen liya jaye...
22/10/2017

Aurat se Ilm Chheen liya jaye,
To Jahalat Naslon mein safar karegi...

Aur Ilm ke naam par Aurat se Pardah Chheen liya jaye,

To Be-Hayayi Naslon mein safar karegi!!

Address

Aghapura
Hyderabad Shah Guda

Telephone

+917732950312

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Taleem E Islam posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share

Category