10/09/2025
one of the melodious song "Ab chhalakate huye sagar"of Begum Akhtar
cover by Sumit mishra
song:- ab chhalakate huye sagar
singer:- Begum Akhtar
traditional music
lyricist:- Ali Ahmed jaleeli
mood:- cheerfulness
theme:- Romance
lyrics:-
अब छलकते हुए सागर नहीं देखे जाते
तौबा के बाद ये मंज़र नहीं देखे जाते
मस्त कर के मुझे, औरों को लगा मुंह साक़ी
ये करम होश में रह कर नहीं देखे जाते
साथ हर एक को इस राह में चलना होगा
इश्क़ में रहज़ान-ओ-रहबार नहीं देखे जाते
हम ने देखा है ज़माने का बदलना लेकिन
उन के बदले हुए तेवर नहीं देखे जाते
ab chhalakte hue sāġhar nahīñ dekhe jaate
tauba ke ba.ad ye manzar nahīñ dekhe jaate
mast kar ke mujhe auroñ ko lagā muñh saaqī
ye karam hosh meñ rah kar nahīñ dekhe jaate
saath har ek ko is raah meñ chalnā hogā
ishq meñ rahzan o rahbar nahīñ dekhe jaate
ham ne dekhā hai zamāne kā badalnā lekin
un ke badle hue tevar nahīñ dekhe jaate