Nisarul islam Khan Naimi official

Nisarul islam Khan Naimi official Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Nisarul islam Khan Naimi official, Middle School, Dubrajpur.

29/10/2025

Nasire Milat zindabad

12/10/2025

*Bismillah ir-Rahman ir-Raheem*
*As-Salamu Alaikum wa* *Rahmatullahi wa Barakatuh*

*Alhamdulillah! Aaj mere piro-murshid ke mubarak haathon se Langar-e-Ghaus-e-Azam ka aaghaz kiya gaya hai.*

*Yeh sirf ek langar nahi, balki Hazrat Ghaus-e-Azam Dastageer (رضی اللہ عنہ) ke naam par ek roohani silsila hai jismein barkat, muhabbat aur khidmat ka paighaam chhupa hai.*

*Maghrib ke baad tamam doston, ahbab aur mohibbeen-e-Auliya ko daawat di ja rahi hai ke Ashrafi Mohalla mein tashreef laakar is barkat bhari mehfil mein shamil hon.*

*Aaiye, milkar fuyooz-o-barakaat ka hissah baniye aur apni hazri se is roohani silsile ko roshan kijiye.*

*Duaon mein yaad rakhna.*
*Jazakum Allahu Khairan.*
*Nisarul Islam Khan naimi*

15/08/2025
12/05/2025

Just listen to this and share it with those who deny Fatiha

You trust the machines of science

We will repent on Rahmatul lil alameen

जरा इसे भी सुनिए और उनको शेयर कीजिए जो इनकार करते हैं फातिया का
तुम भरोसा करो साइंस की मशीन पर
हम करेंगे रहमतुल लिल आलमीन पर

12/05/2025


Allah paak humesa maa ka shaya rakhe apne bachou par ammen 🤲

08/05/2025

# Syed azimuddin naimi
Huzur nasire millat

06/05/2025

Rasulallah

05/05/2025

# Ya rabbe mustafa tu muje hajj pe bulla

Address

Dubrajpur
731123

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Nisarul islam Khan Naimi official posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share

Category