Darul Akhirah Islamic Institute

Darul Akhirah Islamic Institute �Islamic Education Academy For Islamic Girls � Quran•Deeniyat•Islamic Students �Online Classes

26/08/2026

🌙✨ Eid Milad-un-Nabi ﷺ | Naat Sharif Competition 🌹
📅 26 August 2026 | ⏰ 09:00 PM
💚 Ishq-e-Rasool ﷺ mein apni awaaz ko sajayein!
📩 Hissa lene wali talibaat message karein.
IslamicReels ViralReels

25/08/2026

🌙✨ Eid Milad-un-Nabi ﷺ Mubarak ✨🌙
Darul Akhirah Institute of Islamic Education Academy ki jaanib se tamam Aashiqane Rasool ﷺ ko dil ki gehraiyon se Eid Milad-un-Nabi ﷺ ki purkhuloos mubarakbaad. 🌹💚
Is mubarak mahine mein apne dilon ko Ishq-e-Mustafa ﷺ, Durood-o-Salaam aur Sunnat ki mohabbat se roshan karein. 🤍✨
🌹 Har lab par Durood ho, har dil mein Ishq-e-Mustafa ﷺ ho. 🌹
Eid Milad-un-Nabi ﷺ Mubarak 🌙💚
DuroodOSalam DarulAkhirah

25/08/2026

🌟 अब घर बैठे आप Online Ilm हासिल कर सकते हैं! 🌟

📚 DARUL AKHIRAH — Institute of Islamic Education
🌸 Female Students Only | Admissions Open | Limited Seats

अब अपनी बेटी • बहन • बीवी • माँ को दीनी तालीम से रोशन करें। 🤍
📖 10 Online Courses | 🎓 Certificate Upon Completion
✨ Ilm • Tarbiyat • Islami Maloomat

🏡 घर बैठे सीखें, अपने इल्म को बढ़ाएँ और अपनी ज़िंदगी को दीनी रोशनी से सजाएँ।

📲 Admission के लिए WhatsApp करें:
7869799069

IslamicCourses FemaleStudents AdmissionsOpen QuranLearning Tajweed NazraQuran IslamicKnowledge IlmTarbiyatIslamiMaloomat DeenKiTaleem MuslimWomen IslamicLearning

21/08/2026

🌹 Sabse Qeemti Taleem — Ilm-e-Deen 🌹
Hum apne bachchon ke achhe mustaqbil ke liye duniya ki taleem ko zaroori samajhte hain…
magar Deen ki taleem hi unki zindagi ko sahi maqsad aur Aakhirat ki tayyari deti hai. 🤍
📖 Qur’an • Tajweed • Namaz • Duayein • Akhlaq
🕌 Kafan-Dafan • Seerat-e-Mustafa ﷺ • Naat Sharif • Islami Taleem
✨ Duniya ki taleem mustaqbil banati hai,
Deen ki taleem insaan banati hai.
Apne ghar ko sirf roshni se nahi,
Qur’an ke Noor se roshan kijiye. 🌙💚
🏫 Darul Akhirah Institute of Islamic Education Academy
Ilm jo zindagi bhi sanware, Aakhirat bhi.
Learn Deen • Live Deen • Share Deen 🌹
IslamicAcademy QuranLearning SeeratEMustafa N

19/08/2026

🌙✨ Eid Milad-un-Nabi ﷺ — Coming Soon… ✨
Woh mubarak lamha qareeb hai… jab har dil ishq-e-Mustafa ﷺ se roshan hoga. 💚🌹
📅 26 August 2026 | Jashn-e-Wiladat-e-Mustafa ﷺ
NaatSharif Mustafaﷺ IslamicPost

18/08/2026

🌸 ALHAMDULILLAH! 🌸

📚 Ilm ka safar, mehnat ka phal aur kamyabi ki ek khoobsurat jhalak! ✨

Darul Akhirah Institute of Islamic Education Academy ke tamam students ko unki kamyabi par dil se Mubarakbad. 🤍

Agar aap bhi apni beti, bahan, biwi ya maa ko Deeni Taleem dilwana chahte hain, to Darul Akhirah Institute se jud sakte hain. 🌸

StudentResult ResultAnnouncement IslamicKnowledge Quran Hadith Akhlaqiyat NaatSharif DuaCourse MuslimWomen IslamicLearning DeenKiBaat IlmKiRoshni IslamicReels IslamicPost AlhamdulillahForEverything

15/08/2026

🌙✨ Jashn-e-Eid Milad-un-Nabi ﷺ ✨🌙
Ek rooh-parwar Mehfil-e-Milad & Result Announcement Program, jismein Tilawat-e-Qur’an, Hamd, Manqabat, Bayaan, Naat-e-Pak ﷺ, Dua aur Salam ki khubsurat peshkash hogi. 🌹💚
📅 15 August 2026 | ⏰ 8:00 PM – 9:00 PM
🏛️ Darul Akhirah Institute of Islamic Education Academy
“Har dil mein ishq-e-Mustafa ﷺ ki roshni ho, aur har lab par Durood ki mithaas ho.” 🌸✨

13/08/2026

🌙✨ Mehfil-e-Milad & Result Announcement ✨🌙

📜 Naat Sharif • Akhlaqiyat • Dua Course
🏆 Best Students Award + Special Prize
📅 15 August 2026

🤲🏻 Apne Walidain ke saath is khoobsurat roohani mehfil mein zaroor shirkat karein. 🌹
📲 Poster ko apni Story/Status par share karke is dawat-e-khair ko aage pahunchayein. 💚

🕌 DARUL AKHIRAH INSTITUTE OF ISLAMIC EDUCATION ACADEMY

DuaCourse IslamicEducation Milad IslamicProgram 15August2026 BestStudentsAward SpecialPrize Walidain IslamicAcademy DawatEKhair

09/08/2026

🕌 DARUL AKHIRAH INSTITUTE
OF ISLAMIC EDUCATION ACADEMY
🌹✨ 108th URS-E-ALA HAZRAT ✨🌹
MEHFIL-E-MILAD & SPECIAL BAYAN
📖 Mauzu:
🌹 Ishq-e-Rasool ﷺ aur Aala Hazrat ki Deeni Khidmaat 🌹
🎙️ Khaas Mukhtasar Bayan
Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Fazil-e-Bareilly رحمۃ اللہ علیہ ki Seerat, Ilmi Khidmaat aur Ishq-e-Mustafa ﷺ par pur-asar guftagu.
✨ MEHFIL-E-MILAD ﷺ ✨
Jahan zikr-e-Mustafa ﷺ ho, wahan dilon ko sukoon aur roohon ko roshni naseeb hoti hai.
Aaiye, adab-o-mohabbat ke saath is roohani mehfil ka hissa banein. 🌹
🕢 Program Time: 7:30 PM – 8:30 PM
📢 Talibaat ke liye Khaas Paigham
Jo bhi talibaat is Mehfil-e-Milad mein hissa lena chahti hain,
📩 FAST MESSAGE KAREIN
Apna naam bhej kar apni shirkat confirm karein.
🌹 Aaiye! Zikr-e-Mustafa ﷺ se apne dil ko roshan karein. 🌹
Darul Akhirah Institute of Islamic Education Academy
“Ilm • Amal • Adab • Ishq-e-Rasool ﷺ”

24/07/2026

🕌 DARUL AKHIRAH INSTITUTE OF ISLAMIC EDUCATION ACADEMY
🌿 Madani Qaida Course – Admissions Open 🌿
Qur'an-e-Kareem ko sahi makhraj aur tajweed ke saath padhna seekhiye. Apne deen ki bunyaad mazboot banaiye aur Qur'an se apna rishta mazboot kijiye. 🤍
✨ Course Complete Hone Par Certificate Provide Kiya Jayega.
📩 Admission ke liye DM karein.
🔔 Hamare WhatsApp Channel aur Instagram Page ko zaroor follow karein taake tamam course updates, announcements aur Islamic educational content sabse pehle aap tak pahunch sake.
🌸 Allah ﷻ humein Qur'an ko sahi tarah padhne, samajhne aur us par amal karne ki taufiq ata farmaye. Ameen. LearnQuran IslamicCourse MuslimStudents QuranAcademy IslamicKnowledge

Address

Jaipur
Dholpur
328001

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Darul Akhirah Islamic Institute posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share

Category