Aditya Pandey

Aditya Pandey

Share

Our aim is to show facts honestly and love for the country. Follow our Page

Welcome to my Page
you will find videos about India's true history, political topics, social issues, and inspiring stories that are not shown much in mainstream media.

22/12/2025

बाबरी मस्जिद से लेकर भागवत भजन तक…
हुमायूं कबीर की राजनीति ने बंगाल की सियासत में हलचल मचा दी है।

टीएमसी से निलंबन के बाद नई पार्टी,
और साथ ही प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी और RSS प्रमुख मोहन भागवत की खुली तारीफ।

धर्म, विचारधारा और वोट बैंक—
जब सब एक साथ मिलें,
तो सवाल उठता है…

ये सियासी बदलाव है
या सिर्फ़ एक बड़ा राजनीतिक दांव?
फैसला आपको करना है।





18/12/2025

आप जो देख रहे हैं…
ये किसी फिल्म का सीन नहीं है।
ये उस सच्ची कहानी की झलक है,
जिसने भारत का इतिहास बदल दिया 🇮🇳

सिर्फ़ 21 साल की उम्र में
Second Lieutenant Arun Khetarpal ने
कहा था —
“No Sir, I will not abandon my tank.”

यही कहानी अब पर्दे पर —
एक सच्ची श्रद्धांजलि
भारत के सबसे कम उम्र के
परमवीर चक्र विजेता को।

14/12/2025

जब वर्दी पर सवाल उठे,
तो मामला सिर्फ़ एक व्यक्ति का नहीं रहता —
पूरा सिस्टम कटघरे में खड़ा हो जाता है।

यह वीडियो किसी को दोषी ठहराने का दावा नहीं करता।
यह केवल सार्वजनिक रूप से सामने आए आरोपों और रिपोर्ट्स पर आधारित है।
जांच जारी है, अंतिम सच जांच के बाद ही सामने आएगा।

आँख बंद करके भरोसा मत करो…
चाहे सामने वाला खाकी वर्दी में ही क्यों न हो।



















13/12/2025

Dhurandhar dekh kar laga ye kisi real hero ki kahani hai?
Reality thodi different hai.
Researched facts ke according, Dhurandhar kisi real officer ya real mission par based nahi hai.
Geopolitical inspiration ho sakti hai, lekin story, characters aur operations — pure fiction hain.
Movie real-feel deti hai, par real-story nahi.
Sach jaan’na zaroori hai. 🎬📌














10/12/2025

😞🥺
Jab desh berozgari aur mehngai se joojh raha ho…
par Parliament ka samay Vande Mataram jaise muddon par nikal jaaye…
toh samajh lijiye ki asli national priorities ko ignore kiya ja raha hai.

Youth unemployment 18% ke upar hai
Skill-gap sabse bada
Innovation index neeche jaa raha hai
Par charcha… kisi aur baat par.

Sawal deshbhakti ka nahi
Sawal priorities ka hai.






07/12/2025

COAI yani Cellular Operators Association of India ne ek bada proposal diya hai—jisme bola gaya hai ki India me har smartphone ki location ‘Always ON’ rahegi. Matlab aap GPS off bhi karo, phone phir bhi 24×7 aapko track karega. Apple, Google aur Samsung ne is proposal ka seedha virodh kiya hai aur kaha hai ki ye move public privacy ke khilaaf hai. Yahi se shuru hoti hai asli fight—Public Privacy vs Government Control.

03/12/2025

India ka desi jugaad level hi alag hai! 🤯🌾
Kisan sirf farming nahi karte… innovation bhi karte hain.
Aur jab nazar se bachani ho fasal, to Sunny Leone ka poster bhi kaam aa jata hai! 😄
Real story, real jugaad, real India ❤️
Aapko kya lagta hai, kaam karega ye technique? 👀✨

02/12/2025

Zameen par kaam karne wale log kitna pressure jhelte hain… ye aksar kisi ko dikhai hi nahi deta.
SIR ki deadline, roz ke 14–15 ghante ka workload aur upar se expectations…
Yeh sab milkar ek aisi reality banate hain jo camera par bahut kam dikhti hai.

BLO sirf data collect nahi karte…
Woh democracy ko ghar ghar tak le jaate hain.
Par kya system unki bhi sunta hai?

Aapko kya lagta hai… system ko badalne ki zarurat hai?
Apni soch zaroor share karein.

28/11/2025

Aaj kal kuch comedians ko lagta hai ki deshbhakti mazaak ka subject hai.
Arnab wala flight drama, Supreme Court tweets, cancelled shows… controversies toh purani hain.
Lekin RSS — jisne 100 saal se discipline, seva aur rashtrabhav sikhaya —
uska mazaak udaana?
Ye bold nahi… bas beizzati hai.
Comedy tab tak hi comedy hai… jab tak woh kisi ki mehnat aur values ka apmaan na ban jaaye.

27/11/2025

Why Ekaki is bigger than Bollywood today!




















26/11/2025
Want your school to be the top-listed School/college in Deoria?

Click here to claim your Sponsored Listing.

Location

Category

Address


Paina
Deoria
274604