Avni Kriday learning

Avni Kriday learning Baccho ki learning aur fun ka ek chota sa kona! ❤️"

"Welcome to Avni kriday learning ! 🌟 Yahan aap dekhenge meri beti Avni aur bete kriday ki pyari si duniya— Avni ke padhne ka andaaz, masti, aur dher saara entertainment.

21/06/2026

सबकी खुशियों में जो खुश होता है
वह पिता होता है
📌छुपा कर आंसुओं को जो हंसता है
📌 वह पिता होता है
📌आसान नहीं होता जीवन इनका
📌पूरी जिंदगी परिवार के लिए जो तपता है
📌वह पिता होता है
📌कितना भी थका हो, हो कितना भी परेशान
📌परिवार के लिए काम पर जाए
📌वह पिता होता है

❤️HAPPY FATHER'S DAY ❤️

30/05/2026

"Matchstick Pattern Matching"

Aaj maine apni beti ke liye ek simple aur mazedar activity design ki! 🎨Maine uski drawing file par matchsticks se alag-alag pattern banayi, aur use un outlines ke upar real matchsticks rakhne ko kaha. Is simple si game se usne bahut kuch sikha:
Fine Motor Skills: Matchsticks ko pakad kar sahi jagah rakhne se finger muscles strong hoti hain.
Hand-Eye Coordination: Dekh kar sahi direction me stick lagane ka talmel banta hai.
Focus & Patience: Chhoti cheezon ko dhyan se set karne se concentration badhti hai.
Pattern Recognition: patterns ki samajh behtar hoti hai.
Ghar par bacchon ko screen time se door rakhne aur unka dhyan badhane ka yeh ek perfect aur sasta tarika hai!
Aap bhi ise zaroor try karein.

23/05/2026

🧠 Brain Booster Game For Toddlers: Dot-to-Dot Color Match! 🔴🔵

Kya aapko lagta hai ki padhai sirf kitabon se hoti hai? Bilkul nahi! Aaj maine ek paper par different colors ke dots banaye aur apni beti ko same colors ko line se milane (match karne) ko kaha. Is simple si activity se bacchon ka dimaag bohot tez chalta hai. Aap bhi apne bacche ke sath ise zaroor try karein!

22/05/2026

🥔 Chote Haath, Badi Mehnat!
Aaj meri beti ne ek mazedar activity ki! Ek aalu (potato) mein bahut sari Cloves lagai gayin aur unhe ek-ek karke nikalne ka task diya gaya. Is simple si activity se bacchon ke haathon ki pakad (Fine Motor Skills) majboot hoti hai aur unka focus badhta hai. Dekhiye kaise meri beti ne pure dhyan se is task ko pura kiya!

14/05/2026

📐 Shapes pehchanna aur boundary ke andar rang bharna!

10/05/2026

Happy mother's day to all
09/05/2026

Happy mother's day to all

08/05/2026

"Kya aapka bacha 1 se 10 tak numbers pehchanne laga hai? 🤔 Agar nahi, toh ye worksheet unki madad karegi! Practice makes...
08/05/2026

"Kya aapka bacha 1 se 10 tak numbers pehchanne laga hai? 🤔 Agar nahi, toh ye worksheet unki madad karegi! Practice makes perfect! 🍎✏️"

Address

Delhi
110044

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Avni Kriday learning posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share

Category