…
…

Himanshifitness
Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Himanshifitness, Sports & Fitness Instruction, Delhi.
🏋️♀️ Professional Fitness Trainer & Counselor
🌟 Specializing in Post-Pregnancy Weight Loss
🏃♀️ High-Intensity Workouts | HIIT Cardio
💃 Zumba & Aerobics | Online Classes Available
📉 Helping you lose 3-5 kg in a
READ CAPTION ⬇️
1 :-OATS -high Fiber-Slow digestion - Craving kam karta hai
2 :-Sprouts -high protein -long time stomach fullness -overeating kam karta hai
3 :-Apple-fiber+low Calories - meetha khane ki craving kam karta hai
4:-Kheera-low calory hoti hai aur jyada pani hota hai
,body ko hydrate rakhta hai
5:-Chiaseed -bhookh control karne me help karta
hai
FOLLOW FOR MORE WEIGHT LOSS TIPS
….
….
Weight loss & high protein recipe
….
…,
जल्दी फैट लॉस करने है! तो ऐसी डाइट को फॉलो कीजिए जो हल्की हो, हाई प्रोटीन, कम कैलोरी वाली हो और शरीर को एनर्जी रखें! तो फॉलो कीजिए ये डाइट ⬇️⬇️⬇️
….
1:-सुबह उठते ही (6 से 7) baje tak
1 ग्लास गुनगुना पानी + नीबू
या एक गिलास पानी में एक चम्मच शहद
2:- नस्ता (8 se 9) baje
2 उबले अंडे + 1 ब्राउन ब्रेड
या ओट्स + दूध + थोड़े फल
या मूंग दाल चिल्ला + हरी चटनी
साथ मे: ग्रीन टी या ब्लैक कॉफ़ी (बिना चीनी)
मिड मॉर्निंग स्नैक (11 बजे)
1 कटोरी फल (तरबूज़, खरबूजा, पपीता)
या नारियल पानी
दोपहर का खाना (1 se 2 ) बजे
1-2 रोटी (मल्टीग्रेन)
1 कटोरी दाल या ग्रिल्ड चिकेन
1 कटोरी सब्जी
सलाद (खीरा, टमाटर)
शाम का स्नैक (4-5) baje
ग्रीन टी + भुने चने
या स्प्राउट्स सलाद
रात का खाना (7-8) baje
1 कटौरी दाल + सब्जी
या पनीर/टोफू + सलाद
या सूप (मिक्स वेज/ चिकेन)
Save & share every one ☝️
…
….
….

Weight loss Karne mein struggle
Karne wale 5type ke log
1. “Kal se start karungi “ wala type
Har Monday ek nayi beginning jaisa lagta hai (o
“New month, new me” but kuch change hi nahi hota .
Sach ye hai, -change tab start hota hai jab excuses khatam mooted hain.
2. Excuses banane wala /wali
“Time nahi hai “ Bahut thak gaya/gayi hoon “”Aaj mann nahi hai.”
Lekin scrolling, chai break aur Netflix ke liye time hamesha mil jaata hai
3. Diet experiment karne wala /wali
Monday :Healthy breakfast
Tuesday: Detox drink
Wednesday: strict diet C
Thursday:Phir cravings
Fat loss ka secret consistency mein hai, baat - baat nayi
diet try karne Mai nahi.
4. “Mujhai sab pata hai “wala insaan
Calories,workout, PCOS ,fat loss tips ki Dher saari reels save kar rakhi hain....
Lekin actually kuch bhi follow nahi karta /karti.
Sirf knowledge enough nahi- action Lena zaroori hai.
5. Gym weight loss maan ne wala insaan
30min workout complete v
Phir khud ko junk food khila ke reward ! a Sach: Poor eating habits ko sirf exercise se balance nahi kiya ja sakta .Aapki kitchen bhi utni hi important hai.
Weight loss koi magic nhi -ismein patience ,discipline aur consistency chahiye
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Contact the school
Telephone
Website
Address
Delhi