18/08/2026
Omkareshwar kya hai? ๐๏ธ
Narmada ke beech basa ek pavitra dweep,
jiska aakaar โเฅโ jaisa maana jaata hai.
Yahin virajmaan hain
Bhagwan Shiv ke 12 Jyotirlingon mein se ek โ Omkareshwar Jyotirlinga.
Yeh sirf ek mandir nahiโฆ
yeh Narmada ki lehron,
ghanton ki awaaz,
aur Mahadev ke naam mein basa
ek sukoon hai.
Omkareshwar โ
jahan safar khatam nahi hota,
andar ka shor khatam hota hai. ๐๏ธ