26/06/2026
Karbala ki raaten aur bhi gehri hoti ja rahi thin…
Har naya lashkar Imam Husayn (A.S.) ke khemon ke gird ghera tang karta ja raha tha.
Ek taraf chand wafadar saathi, doosri taraf hazaron ka lashkar.
Lekin haq ki taqat kabhi tadaad se nahin, yaqeen se hoti hai.
🕊️ Karbala sirf ek jang nahin, sabr, wafa aur haq par istiqamat ki daastan hai.