Star Excellent Academy

Star Excellent Academy 9th, 10th, 11th, 12th, NEET, JEE-MAINS/ADVANCE Coaching Institute

09/07/2025

Nani ka sapna tha… aur Sharon ne use poora kar diya 💫
From 70% in 10th to cracking NEET —
Ye kahani hai Vishwas, Mehnat aur Parivaar ke Sath ki.
Star Academy Bikaner par Bharosa kiya…
Aur aaj ek beti, ek Nani ka Sapna ban chuki hai.”

27/06/2025

Yahaan na concepts mix hote hain, na doubts bachte hain.
Har topic ki crystal clear clarity ke saath, hum karvate hain subjective tests bhi — taaki bacche sirf ratte na lagaye, samjhein aur likh paayein!

👨‍🏫 Ashutosh Sir ke sath har reaction yaad rehti hai, har reagent dimaag mein set ho jaata hai!
Kyunki hamare liye padhai sirf syllabus tak simit nahi… Star mein har student ek mission hai.

📍Join Star Excellent Academy – jahan hoti hai taiyaari smart bhi aur solid bhi!

25/06/2025

👩‍⚕️ “Beti doctor banegi” sirf ek sapna nahi tha… ek iraada tha.
Aur us iraade ke peechhe the – Hanuman Nath ji, Bikaner ke ek halwai, jinhone duniya ke sawaalon se zyada apni beti par bharosa kiya.

📚 Jab society kehte hai “Ladki hai, selection na hua toh?”,
tab fathers like Hanuman ji khade hote hain, aur kehte hain — “Meri beti kar ke dikhayegi.”

Khushboo ne 12vi ke saath hi NEET clear kiya.
Aur is safar mein saath diya – Star Excellent Academy ka, jahan sirf syllabus nahi, funda samjhaya jaata hai.

🙏 Special thanks to Rahul Sir, jinki positivity aur guidance ne vishwas ko jeet mein badla.

✨ Aaj Khushboo sirf ek student nahi… ek misaal hai.

23/06/2025

Yaha Maths sirf subject nahi, ek Funda hai! 📚✨
Jugal Sir ke saath formulas ratne ki nahi, concept samajhne ki aadat padti hai.
Yaha Maths dikhayi nahi, aasaan lagti hai! 😄
Because at Star Excellent Academy,
Maths = Piece of Cake 🍰 — if you know the right Funda!

Legacy continues.....
14/06/2025

Legacy continues.....

13/06/2025

📖 एक कहानी… जो सिर्फ विशाल की नहीं है, हर उस बच्चे की है जो हालात से लड़ रहा है।

जिसे JEE का मतलब भी नहीं पता था,
आज 99.2 percentile लेकर खड़ा है…
क्योंकि उसके पास था —
✨ सपना
✨ मेहनत
✨ और सबसे जरूरी — एक सच्चा मार्गदर्शक।

अगर आप भी कहीं खुद से हार मानने की सोच रहे हो…
तो ये कहानी ज़रूर देखो।

🎥 | |

Mehnat itni khamoshi se ki jaye...ki safalta shor macha de....ye to bus shuruat h 🌟🌟
07/06/2025

Mehnat itni khamoshi se ki jaye...ki safalta shor macha de....ye to bus shuruat h 🌟🌟

02/06/2025

Jeb mein paise nahi the, par sapne aasman chhoone ke the… 👨‍👧✨
Sapna Arya – ek gaav ki beti, jiska sapna tha doctor banna.
Na coaching thi, na suvidha… sirf ek baap ka bharosa aur ek teacher ka saath tha.
Aaj wo sapna pura hua – medical college mein selection ho gaya! 🩺🌟

Yeh kahani hai sapno ke liye ladne wali beti ki… aur unke baap ki, jinke liye beti hi duniya thi...

Address

2, Number Thana Road Infront Of Idgha
Bikaneri
334004

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Star Excellent Academy posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share