19/09/2026
🌹 *HADEES* 🌹
*********
🌺Hazrat Huzaifa Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Se Riwayat Hain Ki Unohne Kaha Ki Huzoor *SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WA-AALEHI-WASALLAM* Ne Farmaya Ki Khuda-A-Ta'aala Kisi Badh-Mazhab Ka Na Roza Kabul Karta Hain, Na Namaz, Na Zakaat, Na Hajj, Na Umra, Na Jihaad, Na Nafl, Na Farz!
🌺Badh-Mazhab Deen-A-Islam Se Aisa Nikal Jata Hain Jaise Ki Goondhe Hue Aate Se Baal Nikal Jata Hain!
(Ibne Maaza)
(Anwaarul Hadees Pg-39)
******************************
❤️ *AJAZ AHMED ASHRAFI* ❤️