26/06/2012
Jab mil baithte he kuch yaar to karte he aise hi chamatkar .................bcz all friends r crazy..............
hii i'm ajay sikarwar,from agra.& doing b.tech in i.v.s.i.t mathura. Don't forgate each other........................
26/06/2012
Jab mil baithte he kuch yaar to karte he aise hi chamatkar .................bcz all friends r crazy..............
23/06/2012
Khoob Jamega Rang,Jab Mil Baithenge 3 Yaar
Aap
Mai
Aur
Thappad Padega
Agar BAGPIPER Ka Khayal B Aya
Only SPRITE
Sidhi Baat No Bakwas...
23/06/2012
Zindgi Rishto Me Simat JayGi
KAbi Zindgi Akelepan Me Bikhr JayGi
JAb TAk Ap Jese dost Ka Sath Rhega
Zindgi Apne Ap Fulo Ki TArah NIKHAR JayGi.
23/06/2012
Har khushi dil ke karib nahi hoti,
Jindagi gamo se door nahi hoti,
E-dost, dosti ko sanjo kar rakhna,
Dosti har kisi ko naseeb nahi hoti.
23/06/2012
Khamosh raat ke pehlu me sitare nahi hote,
In rukhi aankhon me rangeen najare nahi hote,
Hum bhi na karte parwah,
Agar aap itne pyare na hote.
23/06/2012
Palko par apni bithaya he tumhain,
Badi duao ke baad paya he tumhain,
Aasani se nahi mile ho tum national
zoological park se churaya he tumhain.
23/06/2012
प्रिय मित्र,प्रणाम! दीर्घ काल से आपका कोई संदेश प्राप्त नहीँ हुआ,कदाचित आपको ज्ञात नहीँ कि आपका सँदेश पढ़ने के पश्चात् हम अत्यन्त आनन्द विभोर हो जाते हैँ।अतः कृपया अपने चलित दूरभाष यंत्र से यदा कदा समय पाकर अल्प संदेश भेजते रहेँ।धन्यवाद.
Zindagi wo jo
"guzar jay".
Ansoo wo jo
"Beh jay".
Khusi wo jo
"mil jay".
Ghum wo jo "Beet jay",
Mgar D-O-S-T" Wo jo "HMESHA"yaad aye"" :-)
Na sathi he koi, Na humsafar he koi,
Na hum kisi ke Na, hamara he koi,
Par aapko dekhkar keh sakte he ki,
Dost to hamara bhi he koi .
Tumhara hamara rista to aankhon or palko jaisa he agar palak khuch der na zhapke to aankh ro deti he or agar aankh me khuch chala jae to palk tadap huthti he.
23/06/2012
Sale ne choti ganga bolkar nale me duvo diya......................
Yakeen pe yakeen dilate he dost,
Raha chalte ko bebkuf banate he dost,
Sharbat bol kar daru pilate he dost,
Par kya kare sale bahut yaad aate he dost.