20/06/2024
Salam. Moharam ka mahina kch din door hai. Apna bhaiyo specially Behn betiyn, se guzarish apna libaz bht hi ahityat se muntakhib kry. yahi mahina gham-e- hussain(A.S) ka mahina hai. Ap majlis k lia jarhe hote hai or ajkl k jawan bhen,betiyn ka libaz dakh k asa lgta hai kis fashion show k lia jarhe ho. Ap k libaz se zahir hona chahiya k ap Hussain(A.S) k ghum ma sharik hone k lia jarhe hai na ki kisi fashion show k lia . Ap ka libaz apko chal chalan hi ap ki tarbiyt ki akasi krti hai. Dunya ko paigham do is mahine ma k hmri tarbiyt Rasool Allah(S.A.W) k gharane se hoti.
W.Salam. kisi p meri betein na gawar guzre to mazrat.