19/07/2012
Bismillahirrahmanirraheem SHIA RASMON KI TAREEKH WA SHURUAAT BANI UMAYYA PAR LAANAT KI SHURUAAT: "351 hijri me moiduddawla( ahmad bin buwaihi dailmi) ne jama masjid baghdad ke darwaje par nauzubillah yah ibaarat likhwa di:- "muawiya bin abu sufiyan, ghasiween fadak, "imam" hasan ra ko roza nabwi sws me dafan karne se rokne waalon, hz abu dhar ko nikaalnd walon, abbas ko shuara se nikaalne walon par laanat ho" (tareekh ibne aseer, part 8 pg 179)