09/08/2022
Kat Kay b Sab Se Jo Ooncha h Wo Sar Kis Ka h
Lut K Abaad h Ab Tak Wo Jo Ghar Kis Ka h
Takht Walon Ne Muar?rikh b Khareede Honge
Zikr Dunia Main Magar Shaam-O-Seher Kis Ka h
Karbala Walon Ka Gham Karbala walon ka gham ghar ghar mein manaya jayega Maqsad-E-Shabeer aalam ko bataya jayega Yaad kar ke jo na roya Karbala walon ki pyaas Qabar se tishna wo mehshar main uthaya jayega