07/02/2024
Allah se duaa hai k jo sab se zayada behtar ho for insaaaniyat, muslims, for pakistan and its people uski hakumat banay.
Namaz aur sabar se madad lo.
Har mushkil k sath aasaani hai.
Allah sab ko hifzo amaan me rakhay.
Islam zinda Abaad
Pakistan Zinda abaad.