20/09/2026
Science seekhna ab aur bhi asan aur mazedar! 🧪✨
Kya aap jantay hain kaghaz ko phaarna aur kaghaz ko jalana dono mein kya farq hai?
📄 Physical Change: Jab kaghaz phattay toh sirf shape badalti hai, koi nayi cheez nahi banti!
🔥 Chemical Change: Lekin jab kaghaz jalta hai, toh raakh aur gases banti hain jinhain wapis kaghaz nahi banaya ja sakta!
Al-Qalam Grammar School mein hum bachon ko conceptual aur practical tareeqay se seekhnay ka shandaar mahool faraham kartay hain.
📍 Quaid-e-Azam Town Gala Greens, College Wala Sialkot Road Gujranwala
📞 0316-2092425 | 0325-1092425
✨