Only-Quran-Hadith

  • Home
  • Only-Quran-Hadith

Only-Quran-Hadith Join us to get Quran and Hadith posts in Arabic / Roman / Urdu / Hindi / English languages in sha Al

Assalamo Alaikum warahmatullahi wabarkatahu

Our main intention of this page is to spread the knowledge of Quran and Hadith , We never criticize to any group or firqa

All people are welcome to these pages

Any content of these pages is free to delivered or to use in any other web pages or apps

Our Blogs

http://Only-Quran-Hadith.Blogspot.com

http://Hadithinroman.Blogspot.com


تَقَبَّلَ اللَّهُ مِنَّا وَمِنْكُمْ
Taqaballahu Minna wa Minkum( May Allah accept it from us and from you)

*Bismillahirahmanirraheem*Al Quran :  Phir jis waqt  kaano ko bahra kar deney wala shor barpa hoga  ( yani Qayamt ka din...
22/08/2026

*Bismillahirahmanirraheem*

Al Quran : Phir jis waqt kaano ko bahra kar deney wala shor barpa hoga ( yani Qayamt ka din), Us din Aadmee apne bhai se dur bhagega , Aur apni maa aur apne walid se ( dur bhagega) Aur apni biwi aur apne bachcho se (dur bhagega), har shaksh ki aisee halat hogi ki auro ki taraf se beparwah ho jayega ( yani usko apne khud ki fikar hogi)
Al Quran , Surah Abasa 80 : 33-37
---------
پھر جس وقت کانوں کا بہرا کرنے والا شور برپا ہوگا جس دن آدمی اپنے بھائی سے دور بھاگے گا اور اپنی ماں اور باپ سے اور اپنی بیوی اور
اپنے بچچوں سے (دور بھاگے گا) ہر شخص کی ایسی حالت ہوگی جو اس کو اوروں کی طرف سے بے پروا کر دے گی
---------
✦ अल क़ुरान : फिर जिस वक़्त कानों को बहरा कर देने वाला शोर बरपा होगा (यानी क़यामत का दिन), उस दिन आदमी अपने भाई से दूर भागेगा, और अपनी माँ और अपने बाप से (दूर भागेगा) और अपनी बीवी और अपने बच्चो से (दूर भागेगा), हर शख्स की ऐसी हालत होगी की औरों की तरफ से बेपरवाह हो जाएगा ( यानी उसको अपने खुद की फिकर होगी)
सुरह अबसा 80: 33-37
---------
Al Quran : Then when there comes As-Sakhkhah (the second blowing of the Trumpet on the Day of Resurrection) That Day a man will flee from his brother,And from his mother and from his father,And from his wife and from his children. Everyman that Day will have enough to make him careless of others.
( Every body will think about himself)
Al Quran , Surah Abasa (80), 33-37

https://www.facebook.com/IslamicAzkars

*Bismillahirrahmanirraheem**✦ Part 2 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam*----------------✦ Aap sallallahu alaih...
20/08/2026

*Bismillahirrahmanirraheem*

*✦ Part 2 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam*
----------------
✦ Aap sallallahu alaihi wasallam darmiyani qad ke they , na bahut lambe aur na chothe qad wale, rang khulta hua tha , na bilkul safed aur na hi bilkul gandum ke jaisa, Aap sallallahu alaihi wasallam ke baal na bilkul mudey huye sakht qism ke they aur na seedhe latke huye hi they.

✦ Nuzul e wahi ke waqt Aap sallallahu alaihi wasallam ke umar 40 saal thi, makka mein Aap sallallahu alaihi wasallam ne 10 saal qayam farmaya aur is pure arsey mein Aap par wahi nazil hoti rahi aur madina mein bhi Aap sallallahu alaihi wasallam ne 10 saal qayam kiya.

✦:Aap sallallahu alaihi wasallam ke sir aur dadhi mubarak mein 20 baal bhi safed nahi huye they.

✦ Aap sallallahu alaihi wasallam ka seena bahut kushada aur khula hua tha , Aap sallallahu alaihi wasallam ke baal kano ki lau tak latke rahte they.Anas Radi allahu anhu kahtey hain ki Maine Aap sallallahu alaihi wasallam se zyada khubsurat kisi ko nahi dekha

✦:Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ka chehra chand ki tarah khubsurat tha, Jab bhi Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam kisi baat par khush hote to chehra mubarak chamak uthta tha aisa malum hota jaise chand ka tukda ho , aur hum aapke chahre se aapki khushi ko jaan lete.

✦:Anas Radi allahu anhu ne farmaya ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ki hatheli se zyada naram aur nazuk koi hareer aur debaz ( resham) mere haatho ne nahi chuaa aur Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ki khushbu se behatr aur pakiza khushbu ya atar maine kabhi nahi sungha.

✦:Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam parda nasheen kuwari ladkiyon se bhi zyada sharamile they
Sahih Bukhari, Vol 5, 3547, 3551, 3552, 3556, 3561,3562
------------------------
*سیرت النبی صلی اللہ علیہ وسلم*

انس بن مالک رضی اللہ عنہ سے سنا، آپ نے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کے اوصاف مبارکہ بیان کرتے ہوئے بتلایا کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم درمیانہ قد کے تھے۔ نہ بہت لمبے اور نہ چھوٹے قد والے۔ رنگ کھلتا ہوا تھا ( سرخ و سفید ) نہ خالی سفید تھے اور نہ بالکل گندم گوں۔ آپ کے بال نہ بالکل مڑے ہوئے سخت قسم کے تھے اور نہ سیدھے لٹکے ہوئے ہی تھے۔

نزول وحی کے وقت آپ کی عمر چالیس سال تھی۔ مکہ میں آپ نے دس سال تک قیام فرمایا اور اس پورے عرصہ میں آپ پر وحی نازل ہوتی رہی اور مدینہ میں بھی آپ کا قیام دس سال تک رہا۔

آپ کے سر اور داڑھی میں بیس بال بھی سفید نہیں ہوئے تھے۔

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم درمیانہ قد کے تھے۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم کا سینہ بہت کشادہ اور کھلا ہوا تھا۔ آپ کے ( سر کے ) بال کانوں کی لو تک لٹکتے رہتے تھے۔ میں نے آپ صلی اللہ علیہ وسلم کو ایک مرتبہ ایک سرخ جوڑے میں دیکھا۔ میں نے آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے بڑھ کر حسین کسی کو نہیں دیکھا تھا۔

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کا چہرہ مبارک چاند کی طرح ( گول اور خوبصورت ) تھا۔ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کسی بات پر مسرور ہوتے تو چہرہ مبارک چمک اٹھتا، ایسا معلوم ہوتا جیسے چاند کا ٹکڑا ہو اور آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی خوشی کو ہم اسی سے پہچان جاتے تھے۔

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی ہتھیلی سے زیادہ نرم و نازک کوئی حریر و دیباج میرے ہاتھوں نے کبھی چھوا اور نہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی خوشبو سے زیادہ بہتر اور پاکیزہ کوئی خوشبو یا عطر سونگھا۔

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم پردہ نشیں کنواری لڑکیوں سے بھی زیادہ شرمیلے تھے۔
صحیح بخاری جلد ۵ ۳۵۴۷ ، ۴۵۵۱,۳۵۵۲,۳۵۵۶,۳۵۶۱,۳۵۶۲
--------------
https://only-quran-hadith.blogspot.com/2014/12/part-2-seerat-un-nabee-sal-allahu.html

*Bismillahirahmanirraheem**Part 1 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam*----------✦ Ibn Abbas aur jabar Radi Alla...
19/08/2026

*Bismillahirahmanirraheem*

*Part 1 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam*
----------
✦ Ibn Abbas aur jabar Radi Allahu Anhuma Rivayat karte hain ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam Waqiya e Feel ke saal 12 Rabi ul Awwal ko paida huye aur usi din aap Sallallahu Alaihi Wasallam ko Mairaj huyee aur usi din Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne wafat payee.
Musnad Ahmed , 1 /277, Tabrani 12984- Hasan

✦ Qais bin makhrama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki unhoney kaha ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam waqiya e feel (yani jab Abraha ne haathiyon ke laskar ke saath kaaba sharif par attack kiya tha) ke saal paida huye , bulki hum dono ek hi waqt paida huye
Tirmidhi 3619, Musnad Ahmed 4 / 215- Sahih

✦ Ibn ishaq Radi Allahu Anhu ne bahut se Ashab-e-Rasool sallallahu alaihi wasallam se rivayat kiya hai ki unhoney kaha Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam aap humein apne baare mein bataeeye , Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya main apne walid Ibrahim (Alaihi Salam) ki Dua aur Isa (Alaihi Salam) ki bashaarat hu aur meri Walida ne haalat-e-hamal mein dekha ki unkey j**m se ek noor nikla jisne sham ke mahlo ko roshan kar diya
Hakim, Vol 2 # 2006 , ibn ishaq Vol 1 , #175-Sahih

✦ Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki logo ne pucha Ya Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam aap par nabuwat kab wajeeb huyee to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab Adam alaihi salam apni rooh aur j**m ke darmiyan they.
Jamia Tirmidhi, Vol 2, 1541-Sahih
---------------------
*سیرت النبی صلی الله علیه وسلم*

ابن عباس رضی الله عنہ سے روایت ہے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم واقعہ فیل کے بارہ سال بعد ربیع الاول کو پیدا ہوئے اور اسی دن آپ صلی الله علیه وسلم کو معراج ہوئی اور اسی دن آپ صلی الله علیه وسلم نے وفات پائی
مسند احمد ۱/۲۷۷ طبرانی ١٢٩٨٤-حسن

قیس بن مخرمہ رضی الله عنہ سے روایت ہے میں اور رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم واقعہ فیل کے سال پیدا ہوئے بلکہ ہم دونوں ایک ہی وقت پیدا ہوئے
مسند احمد ٤/٢١٥ - صحیح

ابن اسحاق رضی اللہ عنہ نے بہت سے اصحاب ے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے روایت کی ہے انہوں نے کہا اے الله کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم آپ ہمیں اپنے بارے میں بتاے آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا میں اپنے والد ابرہیم علیہ السلام کی دعا اور عیسیٰ علیہ السلام کی بشارت ہوں اور میری والدہ نے حالت حمل میں دیکھا کہ انکے جسم سے ایک نور نکلا جس نے شام کے ماحول کو روشن کر دیا
الحاکم جلد ٢ حدیث ٢٠٠٦ ، ابن اسحاق جلد ١، ١٧٥ صحیح

ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے لوگوں نے پوچھا: اللہ کے رسول! نبوت آپ کے لیے کب واجب ہوئی؟ تو آپ نے فرمایا: ”جب آدم روح اور جسم کے درمیان تھے“ ۱؎۔ ( یعنی ان کی پیدائش کی تیاری ہو رہی تھی ) ۔
جامہ ترمیزی جلد ٢ ، ١٥٤١-صحیح
---------
https://only-quran-hadith.blogspot.com/2014/12/part-1-seerat-un-nabee-sal-allahu.html

17/08/2026
*Bismillahirrahmanirraheem**Hadith : Rabb ki Raza waalid (Baap) ki Raza mein hai aur Rabb ki naarazgi Waalid ki naarazgi...
09/08/2026

*Bismillahirrahmanirraheem*

*Hadith : Rabb ki Raza waalid (Baap) ki Raza mein hai aur Rabb ki naarazgi Waalid ki naarazgi mein hai*
--------------
قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ﷺ الْوَالِدُ أَوْسَطُ أَبْوَابِ الْجَنَّةِ فَإِنْ شِئْتَ فَأَضِعْ ذَلِكَ الْبَابَ أَوِ احْفَظْهُ
رِضَا الرَّبِّ فِي رِضَا الْوَالِدِ، ‏‏‏‏‏‏وَسَخَطُ الرَّبِّ فِي سَخَطِ الْوَالِدِ
--------------
✦ : Rasool-Allah SallAllahu alaihi Wasallam ne farmaya Waalid (Baap) jannat ka darmiyani darwaza hai, agar tum chaho to is darwaze ko zaya (waste) kar do aur chaho to is ki hifazat karo.
Rabb ki Raza waalid ki raza mein hai aur Rabb ki naarazgi waalid ki naarazgi mein hai.
Jamia Tirmizi 1899, 1900 -Sahih

Ek shakhs ne kaha: Ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam), mere paas maal aur aulaad dono hain, aur mere walid mera maal le lena chahte hain. To Aap (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ne farmaya: Tum aur tumhara maal dono tumhare walid ke hain.
Sunan Ibn Majah: 2291- Sahih
--------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا والد ( باپ) جنت کا درمیانی دروازہ ہے، اگر تم چاہو تو اس دروازے کو ضائع کر دو اور چاہو تو اس کی حفاظت کرو
رب کی رضا والد کی رضا میں ہے اور رب کی ناراضگی والد کی ناراضگی میں ہے
جامع الترمذي 1899-1900 صحیح

ایک شخص نے کہا یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم میرے پاس مال اور اولاد دونوں ہیں، اور میرے والد میرا مال لے لینا چاہتے ہیں تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم اور تمہارا مال دونوں تمہارے والد کے ہیں ۔
سنن ابن ماجہ ٢٢٩١-صحیح
--------------
✦ : रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया वालिद (बाप) जन्नत का दरमियानी दरवाज़ा है, अगर तुम चाहो तो इस दरवाज़े को ज़ाया कर दो और चाहो तो इस की हिफ़ाज़त करो रब्ब की रज़ा वालिद की रज़ा में है और रब्ब की नाराज़गी वालिद की नाराज़गी में है
जामिया तिरमीजी 1899, 1900 - सही

एक शख्स ने कहा: या रसूलल्लाह (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम), मेरे पास माल और औलाद दोनों हैं, और मेरे वालिद मेरा माल ले लेना चाहते हैं। तो आप (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: तुम और तुम्हारा माल दोनों तुम्हारे वालिद के हैं।
सुनन इब्ने माजह: 2291 - सहीह
--------------
https://youtube.com/shorts/d30n_sDyMZo
--------------
✦ : Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam Said The father is the middle gate to Paradise. So if you wish, then neglect that door, or if you wish then protect it.
The Allah's pleasure is in the father's pleasure, and the Allah's anger is in the fathers's anger.
Jamia Tirmizi 1899, 1900 -Sahih

✦ : It was narrated from Jabir bin Abdullah Radi Allahu Anhu that a man said: O Messenger of Allah SallAllahu Alaihi Wasallam I have wealth and a son, and my father wants to take all my wealth. He said: You and your wealth belong to your father.
Sunan Ibn Maja : 2291-Sahih

https://only-quran-hadith.blogspot.com/2026/08/hadith-rabb-ki-raza-waalid-baap-ki-raza.html

*Bismillahirahmanirrahim*✦  *Mafhum e Hadith: Quran padhne wala aur us par amal karne wala kabhi gumrah aur halak na hog...
09/08/2026

*Bismillahirahmanirrahim*

✦ *Mafhum e Hadith: Quran padhne wala aur us par amal karne wala kabhi gumrah aur halak na hoga*
-----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Yaqeenan ye Quran Majid ek zariye ( rassi , seedhi ) hai jiska ek Sira Allah Subhanahu Ke hath mein aur dusra sira tumara haath main hai usay mazbuti se pakad lo (yani isko padho aur is par amal karo) kyunki aisa karne par tum kabhi bhi Gumrah aur halaq Nahi honge
Al-Silsila-As-Sahiha -920
-----
رسول اللہ ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌ نے فرمایا یقینا یہ قرآن ایك ذریعہ(رسی،سیڑھی )ہے جس كا ایك سرا اللہ كے ہاتھ میں اور دوسرا سرا تمہارے ہاتھ میں ہے۔ اسے مضبوطی سے پكڑ لو (یعنی اس کو پڑھو اور اس پر عمل کرو) كیونكہ ایسا کرنے پر تم كبھی بھی گمراہ اور ہلاك نہیں ہوگے
السلسلہ صحیحہ ٩٢٠
----
✦ रसूलअल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया यकीनन ये कुरान एक जरिया (रस्सी, सीढ़ी) है जिसका एक सिरा अल्लाह सुबहानहु के हाथ में है और दूसरा सिरा तुम्हारे हाथ में है उसको मजबूती से पकड़ लो (यानी इसको पढ़ो और इस पर अमल करो) क्यूंकि ऐसा करने पर तुम कभी भी गुमराह और हलाक नहीं होंगे
सिलसिला सहीहा , 920
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Verily, this Quran is a means (rope etc.). Its one end is in the hand of Allah and the other end is in your hands. Hold fast to it ( read it and follow it), if you do so you will never be lead astray or ruined ever again.
Al-Silsila-As-Sahiha # 920

https://only-quran-hadith.blogspot.com/2019/07/mafhum-e-hadith-quran-padhne-wala-aur.html

*Bismillahirrahmanirrahim*✦ *Maal hote huye bhi Apne rishtedaron ki madad na karne ka Azab* ---------✦ Rasool-Allah Sall...
08/08/2026

*Bismillahirrahmanirrahim*

✦ *Maal hote huye bhi Apne rishtedaron ki madad na karne ka Azab*
---------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya koi bhi rishtedar apne kisi rishtedar ke paas aata hai aur Allah Subhanahu ne usay jo ataa Kiya hai usmein se fazal (jo cheez jarurt se zyada ho) ka sawal karta hai aur wo bukhal se pesh aata hai tke din Uske liye dozakh se ek sanp nikala jaega jisko shuja kaha jata hai wo phunkar raha hoga us se uski gardan mai tauk bana kar dal diya jaega

Al-Silsila-As-Sahiha # 168
-------
رسول اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کوئی بھی رشتہ دار اپنے کسی رشتے دار کے پاس آتا ہے اور اللہ تعالیٰ نے اسے جو عطا کیا ہے اس میں سے فضل (جو چیز ضرورت سے زیادہ ہو ) کا سوال کرتا ہے اور وہ بخیلی سے پیش آتا ہے تو قیامت کے دن اس کے لئے جنمو سے ایک سانپ نکالا جائے گا جسے شجاع کہا جاتا ہے۔ وہ پھنکار رہا ہوگا۔ اسے اس کی گردن میں طوق بنا کر ڈال دیا جائے گا۔
ا سلسلہ صحیحہ ١٦٨
-------
✦ रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया कोई भी रिश्तेदार अपने किसी रिश्तेदार के पास आता है और अल्लाह सुबहानहु ने उसे जो अता किया है उसमें से फ़ज़ल (जो चीज़ ज़रूरत से ज़्यादा हो) का
सवाल करता है और वो बुखल (कंजूसी) से पेश आता है तो क़यामत के दिन उसके लिए दोज़ख़ से एक साँप निकाला जाएगा जिसको शुजा कहा जाता है वो फूंकार रहा होगा , उस से उसकी गर्दन में तौक बना कर
डाल दिया जाएगा
अल-सिलसिला-साहिहा-168
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said when a person go to his relative and ask for giving him property which is surplus with him and he refuses or becomes miser to give it to him, On the Day of resurrection a snake will brought out from the hell which
is called Shuja, and it would be made to wear around his neck
Al-Silsila-As-Sahiha-168

https://only-quran-hadith.blogspot.com/2019/09/maal-hote-huye-bhi-apne-rishtedaron-ki.html

*Bismillahirrahmanirraheem* *✦ Buri nazar lagne se insan ki maut bhi ho jati hai*---------------------✦ Abdul rahman bin...
08/08/2026

*Bismillahirrahmanirraheem*

*✦ Buri nazar lagne se insan ki maut bhi ho jati hai*
---------------------
✦ Abdul rahman bin jabir radi allahu anhu apne walid se bayan karte hain ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri ummat ke aksar log jo Allah subhanahu ki kitab aur uske faisle aur uski taqdeer ke baad faut honge wo nazar lagne se honge Al-Silsila-tus-Sahiha, 3238

✦ Tashreeh : Buri nazar se bade se bada nuqsan ho sakta hai yaha tak ki insaan mar bhi jata hai
---------
عبدالرحمن بن جابر اپنے والد سے بیان كرتے ہیں كہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا: میری امت کے اکثر لوگ جو اللہ کی کتاب کے فیصلے اوراس کی تقدیر کے بعد فوت ہونگے وہ نظر لگنے سے ہونگے
السلسلہ صحیحہ ٣٢٣٨
---------
✦ अब्दुल रहमान बिन जाबिर रदी अल्लाहू अन्हु अपने वालिद से बयान करते हैं की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मेरी उम्मत के अक्सर लोग जो अल्लाह की किताब और उसके फ़ैसले और उसकी तक़दीर के बाद फौत होंगे (मरेंगे) वो नज़र लगने से होंगे
अल-सिलसिला-अस-सहिहा, 3238

तशरीह : बुरी नज़र से बड़े से बड़ा नुक़सान हो सकता है यहा तक की इंसान मर भी जाता है
---------
✦ Abdul rahman Radi Allahu anhu narrate with his father that the Prophet ﷺ said: Most of those who will die among my ummah are because of the will and decree of Allah, and then because of the evil eye.
Al-Silsila-As-Sahiha, 3238
-------------------
*Nazar e bad se bachne ki Dua*

*أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ شَيْطَانٍ وَهَامَّةٍ وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لامَّةٍ*

A'oodhu bikalimatIllahi-tammatti min kulli shaytaanin wa hammatin wamin kulli 'aynin lammatin

(Main Panaah maangta hun Allah ki pure purey kalamat ke jariye, har shaitan se aur har zahreeley janwar se aur har nuksan pahunchaney wali nazar-e-bad se.)
Sahih Bukhari,Vol4,3371
https://only-quran-hadith.blogspot.com/2017/08/buri-nazar-lagne-se-insan-ki-maut-bhi.html
http://only-quran-hadith.blogspot.com/

*Bismillahirahmanirrahim*✦  *Mafhum e Hadith: Wuzu ki Fazeelat*--------✦ Abu Huraira Radi Allahu Anhu se riwayat hai Ras...
06/08/2026

*Bismillahirahmanirrahim*

✦ *Mafhum e Hadith: Wuzu ki Fazeelat*
--------
✦ Abu Huraira Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya mera Hauz Aaila se Adan tak ke fasle se zyada bada hai aur is ka paani barf se zyada safed aur shahad se mile doodh se zyada meetha hai aur is ke bartan sitaron ki tadad se zyada hai (ye sirf meri Ummat ke liye hai islye main (Ummat ke alawa dusre) logo ko us se rokunga Jaise Admee Apne Hauz se logo ke Oonth ko rokhta hai Sahaba Radi Allahu Anhuma ne pocha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam kya us din Aap hame pahchan lenge Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya haan tumhari ek nishani hogi jo dusri kisi ummat ki nahi hogi wo ye ki tum wuzu ke asar se chamakte huye chehre aur haath Paanw ke sath mere paas aaoge
Sahih Muslim Jild 1 , 581
-------
حضرت ابو ہریرہ ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ ‌ سے روایت کی کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا میرا حوض عدن سے ایلہ تک کے فاصلے سے زیادہ وسیع ہے اور ( اس کا پانی ) برف سے زیادہ سفید اور شہد سے ملے دودھ سے زیادہ شیریں ہے اور اس کے برتن ستاروں کی تعداد سے زیادہ ہیں ، ( یہ خالصتاً میری امت کے لیے ہے ، اس لیے ) میں ( امت کے علاوہ دوسرے ) لوگوں کو اس سے روکوں گا ، جیسےآدمی اپنےحوض سے لوگوں کے اونٹوں کو روکتا ہے صحابہ کرام نے پوچھا : اے اللہ کے رسول !کیا اس دن آپ ہمیں پہچانیں گے؟ آپ نے فرمایا ہاں ، تمہاری ایک علامت ہو گی جو دوسری کسی امت کی نہیں ہو گی ، تم وضو کے اثر سے چمکتے ہوئے چہرے اور ہاتھ پاؤں کے ساتھ میرے پاس آؤ گے ۔
صحیح مسلم جلد ۱, ۵۸۱
-------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू ने फरमाया मेरा हौज़ आईला से आदान तक के फ़ासले से ज़्यादा बड़ा है और इस का पानी बर्फ से ज़्यादा सफ़ेद और शहद से मिले दूध से ज़्यादा मीठा है और इस के बर्तन सितारों की तादाद से ज़्यादा है (ये सिर्फ़ मेरी उम्मत के लिए है इसलिए मैं (उम्मत के अलावा दूसरे) लोगों को उस से रोकुंगा जैसे आदमी अपने हौज़ से लोगों के ऊँट को रोकता है सहाबा रदी अल्लाहू अन्हुमा ने पूछा या रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम क्या उस दिन आप हमे पहचान लेंगे आप सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया हाँ तुम्हारी एक निशानी होगी जो दूसरी किसी उम्मत की नही होगी , वो ये की तुम वज़ु के असर से चमकते हुए चेहरे और हाथ पाँव के साथ मेरे पास आओगे
सही मुस्लिम जिल्द 1 , 581
-------
Abu Huraira reported: Verily Allah's Messenger Sallallahu Alahih Wasallam said: My Cistern has its dimensions wider than the distance between Aila and Aden, and its water is whiter than ice and sweeter than the honey diluted with milk, and its cups are more numerous than the numbers of the stars. Verily I shall prevent the (faithless) people therefrom just as a man prevents the camels of the people from his fountain. They said: Messenger of Allah Sallallahu Alahih Wasallam will you recognise us on that day? He said: Yes, you will have distinctive marks which nobody among the peoples (except you) will have you would come to me with blazing forehead and bright hands and feet on account of the traces of ablution.
Sahih Muslim Volume 1 , 581
https://only-quran-hadith.blogspot.com/2018/10/mafhum-e-hadith-wuzu-ki-fazeelat.html
https://t.me/OnlyQuranHadithGroup

Address


Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Only-Quran-Hadith posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The School

Send a message to Only-Quran-Hadith:

Shortcuts

  • Want your school to be the top-listed School/college?

Share