14/08/2026
Bebak Bandar Moradabadi Ka Teekha Tanj 🐒🔥 | Royal Mushaira
🎙️ Aaj ki mehfil mein tanz kuch zyada hi teekha tha!
Sheru ki nizaamat mein Janab-e-Bebak Bandar Moradabadi ne apne bebaak andaaz mein aise ashaar pesh kiye ke mehfil wah-wah kar uthi. 🐒🔥
"جنتا سے کہہ دو شور مچانا فضول ہے..."
Aapko ye tanziya andaaz kaisa laga?
Comment mein “واہ واہ” zaroor likhein. ❤️