29/11/2025
Aaj ka Vichaar ✨
“Bhagwan se hamesha yeh dua na maango ki mujhe zyada se zyada paisa de…
Dua yeh maango ki woh aapko acchi sehat bakhsh de.
Kyuki agar aapke paas acchi sehat hai,
tabhi duniya ki saari khushiyon aur daulat ka asli fayda hai.” 🌱💫