Sher_O_Shayari
sher
Aaj chup hain wo bolti aankhen..
Baat dil ko koi lagi hogi..
Admin A. Nazib Khan
बोझ उठाना शौक़ कहाँ है मजबूरी का सौदा है
रहते रहते स्टेशन पर लोग क़ुली हो जाते हैं
~मुनव्वर राना
Admin A. Nazib Khan
न जाने किस लिए उम्मीद-वार बैठा हूँ
इक ऐसी राह पे जो तेरी रहगुज़र भी नहीं
Admin A.Nazib Khan
Saakiya tera israr apni jagah
tere maikash ka inkar apni
tez apni jagah daara apni jagah
haqeeqat ka izhar apni jagah
ab khanhdar hi khandahr hi kaho doston
sheeshmehelon ke aasar apni jagah
toor par laakh moosa se ho guftagu
arsh e azam pe deedar apni jagah
awwalan haq me takhleeq jisko kiya
sabke baad uska izhaar apni jagah
mukhtasar ye bata sarbakas kaun tha
jeet apni jagah haar apni jagah
bhai se bhai ke kuch takaaze bhi hain
sehan ke beech deewar apni jagah
Ye Soch Kr Us Ny Mujhy Alwida Keh Diya
K Greeb Sa Shaks Hai Muhbat K Siwa Kya Dy Ga,
Mana ki bahut masroof ho tum ,ek pal ke liye hi aajao,
is umr ke khali daman ko ek sham suhani mil jaye
WO KEHTI HAI K HUME TUMSE MOHABAT NAHI HAI.....
PAR TUM B KISI OR SE PYAAR MAT KARNA....
Kis Tarah Teri Yaadon Se Kinara Kar Loon,
Teri Judai Ke Sitam Kaise Gawara Kar Loon,
Main Tujhse Bichhoodkar Jiyoon Toh Kaise Jiyoon,
Sochta Hoon Ab Maut Ko Hi Apna Sahara Kar Loon
Bahut dinon se kuchh uski khabar nahi milti.
wo ek shakhs jo aksar udaas rahta tha
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Contact the school
Telephone
Website
Address
Nagar
400037